۞✵۞
◡
┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬01 ⚄
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
⊙ Aitkaaf kyu'n ?? ⊙
★ RamZan ke akhri 10 din me aitkaaf karna bahut badi ibaadat he,
★ Ummul momineen Hazrat Aayesha Siddiqa Raziyallahu Anha farmati he'n k,
Huzoor Sallallahu Alaihivasallam har saal Ramzan ke Aakhri ashre me aitkaaf farmaya karte the,
® Bukhari, Muslim
★ isliye Allah ta'ala tofeeq de to har musalman ko is sunnat ki barkato se faayda uthana chahiye,
⇨ Masjide Allah ta'ala ka ghar he'n aur Kareem Aaqa ke darwaze per sawali bankar Beth Jana bahut badi sa'adat he,
⚀•RєԲ:➻┐
Aapke Masqil aur Unka Hal,3/320
🔜 NEXT 2 ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸
━─━─━─━─━─━─━─ ◳ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺
◐═══◐═══◐═══◐═══◐
۞✵۞ ۞✵۞
◡
┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬02 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ki Tareef
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Aitkaaf ke lafzi maani " Theharna aur Rukna " he, Aitkaaf karne wala kuchh muddat ke liye ek khaas jagah me yani Masjid me aur Aurat ghar ke khaas hisse me jisko usne muntkhab kiya hota he, Thehra aur Ruka rehta he, isliye ise Aitkaaf kehte he'n,
★ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha farmati he'n k,
Nabi kareem Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke aakhri ashre ka Aitkaaf farmaya karte the,
Yaha tak k Allah ta'ala ne aapko wafaat de di,
Fir aapke baad aapki Azwaaj Mutahraat Raziyallahu Anhum Aitkaaf farmati rahi,
® Sahih Bukhari, 1/271
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 15
🔜 3,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬03 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ke Fazail -1
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Hazrat ibne Abbaas Raziyallahu Anhu se rivayat he k, Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya,
" Jo shakhs Allah ki raza ke liye ek din ka Aitkaaf karta he to Allah ta'ala uske aur Jahannam ke darmiyan teen khandaqo ko aad bana denge,
Ek khandaq ki musafat asmaan o zameen ki darmiyani musafat se bhi zyada chodi he,
®Al Muajmul Avsatul Tabrani, 5/279
⇨ Faayda: -
★ Subhanallah ! Jab ek din ke Aitkaaf ki ye fazilat he to Ramzanul Mubarak ke Aakhri ashre ke Aitkaaf ki kya fazilat hogi?
★ Khush qismat he'n wo log Jo Ramzanul Mubarak ki Mubarak ghadiyo me Aitkaaf karte he'n aur mazkura fazilat ke mustahiq qaraar paate he'n,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 15
🔜 4,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬04 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ki Fazilat-2
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Hazrat ibne Abbas Raziyallahu anhu se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya,
" Aitkaaf karne wala gunaho se mehfooz rehta he aur uski tamaam nekiya'n usi tarah likhi jaati rehti he'n jese wo unko khud kiya karta tha, "
® Sunan ibne maaja, 128
★is hadees me Aitkaaf ke fawaid me se do bayaan kiye gaye he'n,
⇨1, Moatkif jitne din Aitkaaf karega utne din gunaho se bacha rahega,
⇨2, Jo nekiya'n wo bahar karta tha ( Masjid se bahar ) maslan mareej ki ayadat, Janaze me shirkat, gurba ki imdaad, Ulma ki majalis me haajri vagera Aitkaaf ki haalat me agarche in kaamo ko nahi kar sakta lekin is qism ke Amaal ka sawaab uske naama amaal me likha jata he,
★Ek hadees me he," Jisne Allah ta'ala ki raza ke liye imaan v ikhlaas ke saath Aitkaaf kiya to uske pichhle gunaah maaf ho jayenge, "
® Kanjul Ummal, 8/244
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 15
🔜 5, NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬05 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ka Maqsad
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha farmati he'n k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke Aakhri ashre me Aitkaaf farmaya karte the aur farmaya karte the k,
" Laylatul Qadr ko Ramzan ki aakhri Raato me talaash kiya Karo, "
® Sahih Bukhari, 1/270
⇨ Faayda: -
★ Aitkaaf se maqsood Laylatul Qadr ko pana he, Jiski fazilat hazaar mahino se zyada he,
⇨ Behtar to yahi he k aakhri ashre ki saari Raato me Bedari ka ahatmam karna chahiye, varna kam se kam Taaq Raato me ko to zarur ibaadat me guzaarna chahiye,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 17
🔜 6,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬06 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ki Aqsaam
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Aitkaaf ki 3 qisme he'n,
Waajib, Sunnat, Nifl,
⇨ Waajib Aitkaaf: -
★ Waajib Aitkaaf wo he Jo mannat maanne se waajib ho gaya ya kisi masnoon Aitkaaf ke tod dene se uski qaza waajib ho gayi,
⇨ Masail: -
★ 1- Jis Aitkaaf ki zabaan se mannat maan li ho wo mannat ki shart per mokoof ho ya na ho dono soorato me Aitkaaf waajib ho jata he,
★2- Sirf Dil me niyat kar lene se mannat nahi hoti balki zabaan se alfaaz ka Ada karna zaruri he,
★3- Mannat wale Aitkaaf me Roza rakhna zaruri he chahe ye Roza Ramzan ka ho ya iske alawa kisi aur machine ka, Aur Aitkaaf bhi Ramzan me ho ya iske alawa kisi aur mahine me,
★4- Ek din ka Aitkaaf karne ki mannat maani ho to sirf Din ka Aitkaaf waajib hoga, agar 24 ghante ki niyat saath ki ho tab 24 ghante hi ka Aitkaaf waajib hoga,
,,,,,,,,,,,,To be continued,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 18
🔜 7,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬07 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf e Waajib
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
,,,,,,,,,, Pichhle part se aage Jaari,,
★ 5- Agar kisi ne mannat maante waqt ye kaha k me Raat ka Aitkaaf karunga aur Dil me niyat Din ki bhi thi to ye mannat sahi nahi, is per Aitkaaf waajib nahi hoga kyuki Raat me Roza nahi hota,
★6- Agar ek se zyada Dino ke Aitkaaf ki niyat maani ho to itne Din aur Raat dono ka Aitkaaf karna padega, aur agar ek Raat se zyada Raato ki mannat maani tab bhi Din aur Raat do no ka Aitkaaf karna zaruri he,
★ 7- Agar ek se zyada Dino ke Aitkaaf ki mannat maani ho aur niyat ye ki k sirf Dino ka Aitkaaf karunga aur Raat ko masjid se bahar aa jaunga to esi niyat durust he, lihaza esa shakhs subeh sadiq se pehle Masjid se chala jaye aur gurube aftaab ke baad wapas aa jaye,
★ 8- Jab ek se zyada Dino ke Aitkaaf ki mannat maani ho to in Dino pe dar pe rozana Aitkaaf karna waajib he, darmiyan me waqfa nahi kar sakta,
⇨Albatta agar mannat maante waqt zaban se keh de k me itne Dino me mutafarrik tor per Aitkaaf karunga to bhi jaa'iz he,
★ 9- Jin kaamo ke liye sunnate Aitkaaf me nikalna jaa'iz he, waajib Aitkaaf me bhi in kaamo ke liye nikalna jaa'iz he, aur jin kaamo ke liye sunnate Aitkaaf me nikalna jaa'iz nahi to un kaamo ke liye Aitkaafe waajib me bhi nikalna jaa'iz nahi,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 18
🔜 8, NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬08 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf E Sunnat
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Aitkaafe Sunnat wo he jo sirf Ramzanul Mubarak ke aakhri ashre me kiya jata he,
⇨ Masail e Aitkaafe Sunnat: -
★ 1- Ramzan ke sunnat Aitkaaf ka waqt Beesva Roza poora hone ke din gurube aftaab se shuru hota he aur Eid ka chand nazar aane tak rehta he, Moatkif ko chahiye k wo Beesve din gurube aftaab se pehle Aitkaaf wali jagah pahunch jaye,
★2- Ye Aitkaaf Sunnate Mokada alal kifaya he Yani bade shehro ke mohalle ki kisi ek masjid me aur Gaanv dehaat ki poori basti ki kisi ek masjid me koi ek Aadmi bhi Aitkaaf karega to sunnat sabki taraf se Ada ho jayegi, agar koi bhi Aitkaaf na kare to sab gunahgaar honge,
★ 3- Jis Mohalle ya basti me Aitkaaf kiya gaya he us mohalle aur basti walo ki taraf se sunnat Ada ho jayegi, agarche Aitkaaf karne wala doosre mohalle ka ho,
,,,,,,,,,,,, To be continued,,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 19
🔜 9 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬09 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf E Sunnat -2
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
,,,,,, pichhle part se aage Jaari,,
★ 4-Aakhri ashre ke chand din ka Aitkaaf Aitkaafe Nifl he Sunnat nahi,
★5- Aurto'n ko Masjid ki bajaye apne ghar me Aitkaaf karna chahiye,
★ 6- Sunnate Aitkaaf ki dil me itni niyat kaafi he k me Allah ki raza ke liye Ramzan ke aakhri ashre ka masnoon Aitkaaf karta hu'n,
★7- Kisi shakhs ko ujrat dekar Aitkaaf me bithana jaa'iz nahi,
★8- Masjid me ek se zyada log Aitkaaf kare to sabko sawab milta he,
★9- Masnoon Aitkaaf ki niyat 20 tareekh ke gurube aftaab se pehle kar leni chahiye, agar koi shakhs waqt per Masjid me dakhil ho gaya lekin usne Aitkaaf ki niyat nahi ki aur Suraj gurub ho gaya to fir niyat karne se Aitkaaf sunnat nahi hoga,
★10- Agar kisi ne pehle 2 ashro me Roze nahi rakhe ho ya taraveeh na padhi ho to wo bhi Aitkaaf kar sakta he,
★11- Jis shakhs ke badan se badbu aati ho ya esa marz ho jiski vajah se log tang ho to esa shakhs Aitkaaf me na bethe,
⇨Albatta agar badbu thodi ho Jo khushbu vagera se door ho jaye aur logo ko takleef na ho to jaa'iz he,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 19
🔜 10 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬10 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaafe Masnoon Ki Sharayat
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
⇨Aitkaafe masnoon ke sahi hone ke liye ye cheeze zaruri he'n: -
★ 1- Musalman hona,
★ 2- Aaqil hona,
★ 3- Aitkaaf ki niyat karna,
★ 4- Mard ka Masjid me Aitkaaf karna,
★ 5- Mard aur Aurat ka janabat yani gusl waajib hone wali haalat se paak hona, lihaza agar koi shakhs haalate janabat me Aitkaaf shuru kar de to Aitkaaf to ho jayega lekin ye shakhs gunahgaar hoga,
★6- Aurat ka haiz v nifaas se khali hona,
★7- Roze se hona, agar Aitkaaf ke dauran koi ek Roza na rakh sake ya kisi vajah se Roza toot jaye to Aitkaaf masnoon bhi toot jayega,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 20
🔜 11 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬11 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ki Haalat me Jaa'iz Kaam -1
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ 1- Khana peena ( Basharte k masjid ko ganda na kiya jaye )
★ 2- Sona,
★ 3- Zarurat ki baat karna,
★ 4- Apna ya doosre ka Nikaah ya koi aur Aqd karna,
★ 5- Kapde badalna,
★6- Khushbu lagana,
★7-Tail lagana,
★8- Kanghi karna (Basharte k masjid ki chatai aur qaaleen vagera kharab na ho ),
★9- Masjid me kisi mareej ka muaena karna, nuskha likhna ya dava dena, lekin ye kaam bager ujrat ke ho to jaa'iz he varna makrooh he,
,,,, To be continued,,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 21
🔜 12 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬12 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ki Haalat me Jaa'iz Kaam -2
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
,,,,,Pichhle part se aage Jaari,
★ 10- Bartan dhona,
★ 11- Zaruriyaat Zindgi ke liye khareed farokht karna Basharte k sauda masjid me na laya jaye,
★ 12- Aurat ka Aitkaaf ki haalat me bachcho ko doodh pilana,
★ 13- Moatkif ka apni nashishtgah ke ird gird chaadare lagana,
★ 14- Moatkif ka masjid me apni jagah badalna,
★ 15- Baqadre zarurat bistar, saabun, khane peene ke bartan, haath dhone ke bartan aur mutalaa ke liye deeni kitaabe masjid me rakhna,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 21
🔜 13 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬13 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Aitkaaf Ke Mamnuaat v
Makroohaat
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ 1- Bila zarurat baate karna,
★ 2- Aitkaaf ki haalat me fahash ya bekaar aur jhoote qisse kahaniya ya islam ke khilaf mazameen per mushtmil literature, Tasveer wale akhbaraat v Rasail ya akhbaar ki jhooti khabre masjid me lana, rakhna, padhna, Sunna,
★ 3- Zarurat se zyada samaan masjid me laakar bikher dena,
★ 4- Masjid me bijli, gais aur paani vagera ka beza istemal karna,
★ 5- Masjid me Cigarette, Bidi v Huqqa peena,
★ 6- Ujrat ke saath hajamat banana aur banwana,
⇨lekin agar kisi ko hajamat ki zarurat he aur bager ujrat ke banane wala mayassar na ho to esi soorat akhtyar ki ja sakti he k Hajamat banane wala masjid se bahar rahe aur Moatkif masjid ke andar,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 21
🔜 14 NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬14 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Mutafarrik -1
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Ramzan ke Aakhri 10 din ka aitkaaf sunnate kifaya he,
⇨ agar mohalle ke kuchh log is sunnat ko Ada kare to masjid ka haq Jo ahle mohalla per laaZim he Ada ho jayega, aur agar masjid khali rahi aur koi shakhs bhi aitkaaf me na betha to sab mohalle wale laaiqe itaab honge aur masjid ke aitkaaf se khali rehne ka vabaal poore mohalle per padega,
★ Jis masjid me namaz panj waqta bajama'at hoti ho usme aitkaaf ke liye bethna chahiye aur agar masjid esi ho jisme panj waqta namaz bajama'at na hoti ho, usme panj waqta namaz bajama'at ka intezam karna ahle mohalla per laazim he,
★ Aurat apne ghar me ek jagah namaz ke liye muqarrar karke waha aitkaaf Kare, usko masjid me aitkaaf me bethne ka sawab milega,
⚀•RєԲ:➻┐
Aapke Masqil aur Unka Hal,3/320
🔜 NEXT 15 ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬15 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Mutafarrik -2
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Aitkaaf me Quran majeed ki tilawat, Darood Sharif, Zikr v Tasbeeh, Dini ilm sikhna aur sikhana, Ambiya Alaihissalam, Sahaba ikram Raziyallahu anhum aur buzurgane deen ke halaat padna, sunna apna mamool rakhe,
★ Be-zaroorat baat karne se ayraaj kare,
★ Aitkaaf me be-zaroorat aitkaaf ki jagah se nikalna jaa'iz nahi, varna aitkaaf baqi nahi rahega,
⇨ Yaad rahe k Aitkaaf ki jagah se muraad poori masjid he, jisme aitkaaf kiya jaye, khas wo jagah muraad nahi Jo masjid me aitkaaf ke liye makhsoos kar li jati he,
★ Peshab -Pakhana aur Gusl ke liye bahar Jana jaa'iz he, isi tarah agar ghar se khana lane wala koi na ho to khana khane ke liye ghar Jana bhi jaa'iz he,
⚀•RєԲ:➻┐
Aapke Masqil aur Unka Hal,3/322
🔜 NEXT 16 ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

*۞ A I T K A A F ۞*
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬16 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
*⊙Waajib ul Gusl ⊙*
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Agar kisi Moatkif per Gusl waajib ho jaye to gusl karne ki zarurat ke liye Moatkif ko bahar nikalna jaa’iz he,
★ Moatkif ko Din ya Raat me ahatlam ho jane per Aitkaaf per koi asar nahi padta,
★ Agar Masjid me Gusalkhana mojood ho to usi me gusl karna chahiye lekin agar gusalkhana na ho ya usme gusl karna mumkin na ho to, maslan Masjid me pani vagera girne ka andesha ho to is soorat me bahar ja sakta he,
★ Sardiyo me ahatlam ho jaye aur garam pani ka intezam masjid me na ho aur thande pani se nuksaan ka andesha ho to Moatkif Tayammum kare, Masjid me rahe aur apne ghar ittela kare taki pani garam ho jaye,
*_Aur agar qareeb me kahi garm pani ka hammam ho to waha ja sakta he, ho sake to waha bhi pehle ittela kar de aur foran gusl karke aa jaye,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 23
🔜 NEXT 17 ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸
━─━─━─━─━─━─━─
*Join*
*Ahle deoband group*
*📱91-7037363325*
*★
◐═══◐═══◐═══◐═══◐
۞✵۞۞✵۞
◡
┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬17 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Juma ke Liye Jana
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Behtar ye he k esi Masjid me Aitkaaf kiya jaye jisme Namaze Juma hoti ho, lekin agar kisi Masjid me juma nahi hota to doosri Masjid me Juma ke liye ja sakta he,
Albatta is garz ke liye ese waqt me nikle jab ye andaza ho k Juma ki jagah pahunch kar 4 raka'at sunnat Ada karne ke foran baad khutba shuru ho jayega,
★ Kisi Masjid me Juma padhne ke liye gaya to Farz padhne ke baad sunnate bhi wahi padh sakta he, lekin uske baad theharna jaa'iz nahi, Taham agar zarurat se zyada thehar gaya to chunki Masjid hi me thehra he isliye Aitkaaf nahi tootega,
★ Juma ki Namaz ke ye ahkaam sirf Mardo ke liye he Aurto'n ke liye nahi, kyuki Aurto'n per Juma waajib nahi lihaza unko Juma ke liye Jane ki na to zarurat he aur na hi unke liye jaa'iz he,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 24
🔜 NEXT 18 ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸
◐═══◐═══◐═══◐═══◐
۞✵۞
۞✵۞
◡
┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ A I T K A A F ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬18 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Mutafarrik -3
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Agar bhoole se bhi apni masjid se nikal gaya to bhi aitkaaf toot gaya,
★ Aitkaaf me be-zaroorat duniyavi kaamo me mashgool hona makroohe tehrimi he, maslan be-zaroorat kharid farokht karna, ( Agar gareeb aadmi he k ghar me khane ko kuchh nahi to aitkaaf me bhi khareed farokht kar sakta he), magar samaan masjid me lana jaa'iz nahi,
★ Haalate Aitkaaf me bilkul chup bethna durust nahi,, Haa agar zikr, tilawat vagera karte karte thak jaye to araam ki niyat se chup bethna sahi he,
★ Ramdhan Mubarak ke 10 din aitkaaf karne ke liye zaroori he k 20 vi tareekh ko suraj guroob hone se pehle masjid me aitkaaf ki niyat se dakhil ho jaye kyuki 20 vi tareekh ka suraj guroob hote hi Aakhri ashra shuru ho jata he,
⇨ agar suraj guroob hone ke baad chand lamhe bhi aitkaaf ki niyat ke bager guzar gaye to aitkaaf masnoon na hoga,
⚀•RєԲ:➻┐
Aapke Masqil aur Unka Hal,3/322
🔜 NEXT 19 ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬19 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Mutafarrik -4
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Aitkaaf ke liye Roza shart he, khuda na khasta agar roza Toot jaye to Aitkaaf masnoon bhi jata raha,
★ Moatakif ko kisi ki bimaar pursi ki niyat se masjid se nikalna durust nahi,
⇨haa! Agar apni tibbi Zaroorat ( bimaari) ke liye bahar gaya to chalte chalte mijaaz pursi bhi karli to durust he,
★ Ramzan ke Aakhri ashre ka Aitkaaf to masnoon he , wese mustahab ye he k jab bhi Aadmi masjid me jaye to Aitkaaf ki niyat kar le, chahe kitni hi der ke liye jaye,
★ Aitkaaf ki niyat dil me kar lena kaafi he, agar zaban se bhi keh le to behtar he,
★ Moatakif poori masjid me jaha chahe waha so ya beth sakta he,
★ Aitkaaf me chadar lagana zaroori nahi,
★ Bila uzr Aitkaaf todne wala azeem doalat se mehroom raha,
★ Har Din ka Aitkaaf ek mustakil ibaadat he, isliye jis din ka Aitkaaf toota he sirf usi ek din ki qaza laazim he, bahut se akaabir ne ise akhtyar kiya he,
⚀•RєԲ:➻┐
Aapke Masqil aur Unka Hal,3/323
🔜 Next 20, in sha Allah, ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬20 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
Nifli Aitkaaf
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Nifli Aitkaaf ke liye khaas muddat aur khaas zamane ka hona zaruri nahi aur na hi Roza rakhna zaruri he,
⇨ Masail: -
★ 1- Nifli Aitkaaf har Masjid me hota he chahe us Masjid me Namaze Bajama'at ka ahatmam ho ya nahi,
★ 2- Aitkaaf ki niyat se Masjid me dakhil hua ya Namaz padhne ke liye ya kisi zarurat ke liye, aur niyat kar li to in sab soorto me Aitkaaf ka sawab hoga,
★ 3- Nifli Aitkaaf us waqt tak baqi rehta he jab tak Aadmi Masjid me rahe, bahar nikalne se Aitkaaf khatm ho jata he tootta nahi,
★ 4- Nifli Aitkaaf me baar baar uthkar chale Jana aur fir aana sab jaa'iz he,
⚀•RєԲ:➻┐
Aitkaaf Course, 24
▩Alhamdulillah Mukammal Hue▩ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

No comments:
Post a Comment