🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲
KHUSH GAVAR IZDIVkAJI (MIYA-BIVI KE DARMYAN KI) ZINDAGI KESE BANTI HE
🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲
SHOHAR KE LIYE
10 SUNEHRI USOOL
❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈❈
👉① hamesha muskurate huwe ghar me dakhil ho, yani karobari uljhanein office or dukan hi par rakh kar aaein, ghar me na laaein.
👉② biwi ke achhchhe kamo ki ta'rif karein, kaam chahe chhota ho lekin ta'rif karne seshonsla afzaai hogi or biwi ko kaam ka bojh mahsoos na hoga.
👉③ biwi ke kamo me dilchaspi lein yani biwi jo kuchh ghar me kart rehti he us ko dekhein, mufeed mashware dein, agarche khud koi kam na karein lekin biwi ko sath ka ehsas hoga.
👉④ Biwi ko kabhi hadya tohfa diya karein, biwi ki zarurat ki chiz ya pasand ki chiz khud use le kar dein to biwi ki khushi ki inteha na rahegi, warna jab wo mutalaba kare or zid karegi to fir le kar dene se wo khushi nahi hogi.
👉⑤ Biwi se muhabbat ka izhaar karein, koi esi baat kahein ke biwi ko shohar ki muhabbat ka paigam mile, zuban se do mithe bol bol dene se biwi ka dil thanda ho jata he.
👉⑥ Biwi se dil lagi or dil joi ki batein karein, shohar hamesha khuskmizaj na rahebalke dil lagi or dil joi ki baatein bhi kare kyunke ye ghar ke mahol ko deen par rakhne ke liye intihai zaroori he.
👉⑦ Darguzar se kam lena, ghar me agar biwi se koi kotahi hi gayi, koi kam na kar pai, koi kam ulta kar diya to ye sochte huwe ke wo bhi ek insaan he, muaaf kar dena chahye, waqt par nasihat zarooor kar dein lekin darguzar bhi karein, is se biwi ke dil me muhabbat paida hogi.
👉⑧ Ghar me shari'at ki pabandi karaein, shohar ki zimmedari he ke ghar me shari'at ko qaim kare, sab se pehle khud hi paband bane, fir ghar walo ki dekhbhal kare, koi shari'at ke ahkam ko tode to khamosh na rahe blke use roke.
👉⑨ Shohar or biwi dono ek sath ek hi waqt me gussa na khaaein, kabhi kisi wajah se shohar gusse me ho to biwi ko chahye ke khud sabar kar le or khamosh rahe, isi tarah jab biwi gusse me ho to shohar ko chahye ke khamosh ho jaae, is liye ke miya biwi ka ek sath gusse me aana shaitan ko bahut khush karnewala he or ese moke ki talash me rehta he, aam tor par ese moke me ehtiyat na karne ki wajah se talaq ki nobat aa jati he.
👉﴾10﴿ Shohar or biwi aapas me narazgi ki halat me na soein, kabhi kisi baat ko lekar dono me bahas ho jae to bahas ko khatam kar ke dono ek dusre ko mana le, jo pehl karega use sawab milega, ek hadis me Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irshad farmaya...
✿ Hz Abu Huraira rd se riwayat he ke Rasulullah Sallalahu Alayhi Wasallam ne irshad farmaya jab koi mard apni biwi ko apne bistar ki taraf bulae [yani shohar apni biwi se sohbat karna chahe or bager kisi uzar ke] biwi inkar kare to farishte subah tak us aurat par la'nat bhejte hein.
❀ is ke bad wali riwayat me he ke agar koi aurat apne shohar ka bistar chhod kar raat guzarti he to farishte subah tak la'nat bhejte hein.
In dono hadiso se pata chala ke shohar ko naraz karne se biwi la'nat [yani allah ki rahmat se doori] ki mustahik ho jati he. Lihaza biwi ko chahye ke sone se pehle shohar ko mana le or shohar bhi biwi se razi ho jaae.
® ßukhari hadis no 5193,5194
🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲🔲
👇Join👇
Ulama e deoband
Group
Male and female
+ 91-7037363325

No comments:
Post a Comment