MASAIL-E-RAMZAN-01-To-31.
Bismilla hirrahma nirraheem
MASAIL-E-RAMZAN
MAS,ALA NO..01
SAWAL,
Ramzaan k roze kin logon pr farz hen.??
JAWAB.
Har muslmaan mard or aurat jo aaqil (yani pagal na ho) or balig ho us pr ramzaan k roze farz hen.
Ramzaan ka roza bila uzar (uzare shar,e) chhorhne wala shakt gunah gaar or faasiq he.
Jo nabalig bache ruza rkhne ki quwat rakhte hon un se roze rakhwane chahey.
:-Taleemul Islaam
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..02
SAWAL,
Niyyat k begair roza sahi ho ga ya nahi .??
JAWAB.
Roze ki niyyat karna zarori he.
Niyyat k begair roza nahi ho ga.
Note :- Dil se erada karne ko Niyyat kehte hen.
:-Taleemul Islaam
==========================
MAS,ALA NO..03
SAWAL,
Ramzaan mubarak k har roze ki niyyat alag alag karna zarori he ya pore mahine ki niyyat ek sath bi kar sakte hen.??
JAWAB.
Ramzaan mubarak k har roze ki niyyat alag alag karna zarori he ek sath pore mahine ki niyyat karna sahi nahi.

:-Ahkaamo Masail
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..04
SAWAL,
Ramzaan k mahine men ramzaan k roze k ilawa kisi dosre roze ki niyyat kare to kia hukm he..??
Jase nafli roza nazar ka roza wgaira.?
JAWAB.
Ramzaan k mahine men nafli roze ya nazar k roze wgaira ki niyyat kare to us niyyat se nafli roza ya nazar ka roza nahi ho ga.
Balkih ramzaan k usi din ka roza ada ho jay ga.
:-Taleemul Islaam
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..05
SAWAL,
Kuch log sahri ka time khatm hone k bad yani subuh sadiq ka waqt shuro hone k bad bi chand mint khate rehte hen is ka kia hukm he.??
JAWAB.
Jab subuh sadiq ka waqt shuro ho gia to bilkul nahi kha sakte. Agar subuh sadiq shuro hone k bad bi khate rahe to roza nahi ho ga.
Sahri or iftaari ka naqsha kisi motbar idare ka hona chahey us k mutabiq 2 mint pehle hi khana pina band kr dena chahey.
:-Fatawa Usmani
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..06
SAWAL,
wo kon si cheezen hen jin se roza toot jata he or roze ki sirf qaza wajib hoti he kaffara wajib nahi hota.?
JAWAB.
Bhol kr kuch kha pi lia or ye samja k roza toot gia phir jan boj kr khaya pia.
ye samj kar k abi subuh sadiq nahi hoi kuch kha pi lia phir malom howa k subuh sadiq ho chuki thi.
Kaan ya naak men dawai dali.
Roza yaad tha or kuli krte waqt bila erada pani halq men chala gia.
jan booj kr monh bhar k qai kr dali.
Pathar ka tukrha ya matti ya kaagz ka tukrha jan booj kr kha lia.
Part No (1)
:-Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..07

qai aai or phir jan booj kr monh se wapis halq men lota di.
Danton men phansi hoi cheez agar chane k dane k barabr ho or us ko monh k andar hi zuban se nikal kr kha lia.
Danton men phansi hoi cheez ko monh se bahir nikala phir dobara kha lia to chahy wo cheez chane k dane se km ho to bi roza toot gia.
Kaan men tel dalne se.
Danton ya monh se nikla howa khon agar thok par galib ho to us ko nigal lene se.
Ramzaan k elawa dosre dino men koi roza jan boj kr torh dia.
Badel wgaira ki wajah se ye samja k soraj garob ho gia or roza iftaar kar lia jabkih time abi baqi tha.
Part No (2)
:-Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..08
SAWAL,
wo kon si cheezen hen jin se roza toot jata he or roze ki sirf qaza wajib hoti he. kaffara wajib nahi hota.?
JAWAB.
ulti aai or ye samja k roza toot gia or phir Jan booj kr kuch kha pi lia.
Loban ya sigrt wgaira ka dhowan Jan booj kr naak ya hlaq men dakhil krna.
Kisi ne zbardasti roza dar k monh men koi cheez dal di or wo halq k andar chali gai.
Bivi ko chhone ya chomne wgaira se inzaal ho gia.
Roze ki halat men aurat ko ayyam shuro ho gay.
Jan booj kr bure khiyalat ya hathon ya raano k sath harkat ki wajh se agar inzaal ho gia.
Part No (3)
:-Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..09
SAWAL,
wo cheezen kon si hen jin se roza toot jata he or roze ki qaza bi wajib hoti he. Or kaffara bi wajib hota he.?
JAWAB.
Jan booj kar aesi cheez kha li jo cheez giza ya dawa ya lazzat k ley istemal hoti ho.
Jan booj kar aesi cheez pi li jo cheez giza ya dawa ya lazzat k ley istemal hoti ho.
Surma ya tel lgaya or samja k roza toot gia or phir Jan booj kr kha pi liya Jan booj kar suhbat ki (yani jima) kia.
In tamam surton men qaza or kaffara ada krna zroori he.
:-Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..10
SAWAL,
Kisi shar,e uzar k begair kisi ne ramzaan ka roza toorh dia jase roze ki halat men Jan booj kr kha, pi lia ya suhbat kr li to us ka kaffara kia ho ga??
JAWAB.
Ramzaan k roze ka kaffara.
Musalsal 60 roze rakhe.
(thurhe thurhe kr k nahi)
Or agar beech men ek bi naga ho gia to dobara phir se shuro kr k 60 roze rakhe.
Kaffara k rozon k doran aurat k ayyam shuro ho gay to ayyam khatm hote hi roze shuro kr de mazeed koi nagah na kare.
Or agar Koi aadmi bikul roze rakhne ki taqat nahi rakhta to wo 60 miskeeno ko do waqt ka khana khilay.
:-Ap k Masail Or Un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..11
SAWAL,
Roza rakhne ki taqat hone k bawojod agar kisi ne 60 miskeeno ko khana khila dia to roze ka kaffara ada ho jay ga ya nahi.??
JAWAB.
Jo shakhs musalsal 60 roze rakhne ki quwwat rakhta ho us k liy roze rakhna hi zarori he.
Yani
60 miskeeno ko khana khilane se ya fidya dene se kaffara ada nahi ho ga.
Agar us ne 60 miskeeno ko khana ya fidya de bi dia to tab bi us ko musalsal 60 roze rakhna parhen ge.
:-Fatawa Usmani
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..12
SAWAL,
Kisi k zimma qaza roze baqi hon or wo roze rakhne ki taqat bi rakhta ho to wo qaza rozon k badly men fidya ada kr sakta he ya nahi.??
JAWAB.
Jo shakhs qaza roze rakhne ki taqat rakhta ho us k liy qaza roze rakhna hi zarori he. Yani qaza k badle fidya dena sahi nah.
Agar us ne fidya de bi dia to tab bi qaza roze us k zimma baqi rahen ge yani us ko qaza roze rakhna hi parhen ge.
:-Fatawa Usmani
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..13
SAWAL,
Aesa borha aadmi ya aesa bimaar aadmi jis men roze rakhne ki taqat na thi or us ne rozon ka fidya bi ada kr dia
Phir bad men wo taqat wr ho gia to kia hukm he.??
JAWAB.
Jis borhe aadmi ya jis bimaar aadmi men roze rakhne ki taqat na ho or aenda sihat yaab hone ki ummid bi na ho to wo apne rozon k badly fidya ada kr de
Agar fidya dene k bad wo borha aadmi ya wo bimaar aadmi taqat wr yani sihat mand ho gia to us pr roze rakhna bi lazmi he.
:-Fatawa Usmani
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..14
SAWAL,
Ulti agar khud ba khud aay yani begair ikhtiyar k ulti aay to roza toot jay ga ya nahi.??
JAWAB.
Agar begair ikhtiyar k ulti aay yani khud ba khud aay kam ho ya zeyada to us se roza nahi toot,ta.
Chahe jitni baar bi aay.
han agar us ulti ko monh se dobara wapis nigal lia yani halq men utaar lia to us se roza toot jay ga.
:-Aap k masail or un ka hal
===============================
MAS,ALA NO..15
SAWAL,
Roze k mustahbbat or adaab kia hen.?
Yani wo cheezen jin k karne se roze ka sawab pora hasil ho.??
JAWAB.
Sahri khana.(chahy thurhi si ho)
Sahri k waqt men niyyat krna.
.Sahri akhir waqt men khana
Leken subuh sadiq se chand mint pehle farg ho jay.
Iftari men jaldi krna. jab soraj gorob hone ka yaqin ho jay.
Geebat juth gali wgaira se bachna.
Har gunah se bachna.
Fazol kaamo se bachna.
khajor se iftar krna khajor na ho to pani se.
Iftari ki dua parhna.
.Iftari k waqt khub dua krna.
(Ho sake to roze daron ka roza iftar karana chahy ek khajor se hi ho)
Har roze daar ko in adaab ka khiyal rakhna chahiy.
:-Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..16
SAWAL,
Kisi aadmi k kai saalon k roze qaza howy hon to kia pechle tamam saalon k roze qaza krna bi zroori he.??
JAWAB.
Jis balig mard ya aurat k jinte saalon k jitne roze bi qaza howy hon un tamam rozon ki qaza rakhna zarori he.
Jald se jald qaza roze rakhna shuro kr de.
Kion k maut ka koi pata nahi
Or jan booj kr ab tak Jo roze nahi rakhe us pr tuba bi kare
:- Fatawa Usmani
& Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤=============
MAS,ALA NO..17
SAWAL,
Roze men kon kon si cheezen makroh hen.?
JAWAB.
koi cheez chbana ya monh men dale rakhna.
koi cheez chakhna. han jis aurat ka shohr sakht mizaj ho use zuban ki nok se saln chakh kr thok de to jaiz he.
Monh me buhat ziydah thok jama kr k niglna.
Gebat,joth gali jagrha wgaira krna.
Gabrahat zahir krna.
Gusl wajib ho to jan booj kr gusl subuh sadiq k bad tak moakhir krna.
Koila chaba kar ya manjn se dant saaf krna.
Sara din halate janabt men rehna.
Fasd lgana ya (ziyada) khon niklwana.
kuli ya naak men pani dalne men mobalga krna.
Buhat der tak pani men gota lagay rakhna.
Istinja men ziyada paon phela kar bethna.
:-Kutube Fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤============
MAS,ALA NO..18
SAWAL,
Kia roza kholte waqt bi niyyat karna zarori he.
Jesa k roza rakhte waqt niyyat karna zarori he.?
JAWAB.
Roza kholte waqt kholne ki niyyat krna zroori nahi
Bas thurha sa Koch kha pi lia to roza khul gia.
Albatta iftaari ki dua parhna mustahab he.
:-Ap k masail or un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤=============
MAS,ALA NO.19
SAWAL,
uzar ki halat men kisi se ramzaan k roze qaza ho gay hon or wo eid k bad nafli 6 roze rakh le to ramzaan k roze us k zimma se utar jaen ge ya ni.?
JAWAB.
Eid k bad jitne roze qaza krne ki niyyat se rakhe utne roze us k zimma se utar jaen ge yani ada ho jaen ge.
Or agar eid k bad rozon men nafli rozon ki niyyat ki to is surat men ramzaan k rozon ki qaza nahi hoi.
Yani qaza roze rakhte waqt qaza ki niyyat krna zarori he.
:-Ap k masail or un ka hal
=========================
MAS,ALA NO.20
SAWAL,
Roze ki halat men tivi pr gana ya videos ya aese entertainment wgaira k program dekhte rehna kesa he.?? shaoqia ya aese hi time pass krne k ley.?
JAWAB.
Najaiz Kaamo se roze ka tamam sawab or faida zae ho jata he is le allah se darte howy in tamam fazoliyat or khrafaat se bach kr rahe ta k roze ka maqsad sahi tarah se hasil ho.
tivi men aksar program gair shar,e tariqe se hote hen jin ko dekhna najaiz he or sakht gunah he.
:-Ap k masail or un ka hal
& Kutube fiqah
Bismilla hirrahma nirraheem
MASAIL-E-RAMZAN
MAS,ALA NO..21
SAWAL,
Aankhon men dawai daalne se ya surma daalne se roza toot jata he ya nahi.??
JAWAB.
Aankhon men dawai daalne se (ya surma daalne se) roza nahi toot’ta.
Kai ahbaab ki taraf se ye sawal aaya tha is liy arz kia.
:-Ap k masail or un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..22
SAWAL,
Jaan boj kr ramzaan k roze na rakhne ka kia hukm he.??
JAWAB.
Ramzaan ka roza bila Kisi sahi uzar k (shar,e uzar k begair) na rakhna haraam he (yani shakt gunah he)

Jo nabalig bache ruza rkhne ki quwat rakhte hon un se bi roze rakhwane chahey.
:-Aap k masail or un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..23
SAWAL,
Ramzaan k roze kisi dosre aadmi ki taraf se bi rakh sakte hen ya nahi.?
Jase beta baap k roze.?
Ya Bivi khavind k roze .?
JAWAB.
Ramzaan k roze kisi dosre ki taraf se na rakh sakte hen or (na rakhwa sakte hen)
( Balkih jis aadmi par roze farz hen us k liy zarori he k wo khud hi roze rakhe)
Ramzaan ka roza bila Kisi sahi uzar k yani shar,e uzar k begair na rakhna haraam he (shakt gunah he)
:-Aap k masail or un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..24
SAWAL,
Agar kisi shar,e uzar ki wajah se ramzaan k kuch roze chhot gay hon to kia un ko thurhe thurhe kr k qaza kr sakta he ya nahi.??
JAWAB.
Agar kisi wajah se ramzaan k kuch roze chhot gay hon to bad men un ko thorhe thorhe kr k bi qaza kr sakte hen or lagataar bi qaza kr sakte hen.
Leken jitna ho sake jaldi se jaldi pore kr len kion k zindgi ka koi bhrosa nahi.
:-Ahkaamo Masail
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..25
SAWAL,
jin cheezon se roza toot jata he wo kia hen .??

Badel wgaira ki wajah se ye samja k soraj garob ho gia or roza iftaar kar lia jabkih time abi baqi tha

MAS,ALA NO..26
SAWAL,
Kisi ne aankhon men surma dala ya sar pr tel lagaya or ye samja k roza toot gia or phir jaan booj kr kha pi lia to kia hukm he.??
JAWAB.
Jis aadmi ne aankhon men surma dala ya sar pr tel lagaya or ye samja k roza toot gia or phir jaan booj kr kha pi lia to us ka roza toot jay ga.
Or us pr roze ki qaza bi or kaffara bi ada krna wajib he.
:-Behishti zewar
& Aap k masail or un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..27
SAWAL,
Ramzaan k aakhri juma ka roza rakhne se us k guzashta tamam roze Jo us se chhot gay the wo maaf ho jate hen.
Kia ye sahi he.??
JAWAB.
Bilkul galt
Aakhri juma ka roza bi dosre rozon ki tarah hi he.
Lehaza guzashta chhote howy tamam qaza roze rakhna zarori he.
:Ap k Masail or un ka hal
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..28
SAWAL,
Kia sadqa fitr (yani fitrana) sirf roze daar ada Karen.?
ya dosre log bi ada Karen jinhon ne roze nahi rakhe.??
JAWAB.
Jin logo ne roze nahi rakhe un pr bi sadqa fitr wajib he.agar ada na kia to gunah gaar hon g lehaza wo bi zaror ada Karen.
:-Kutube fiqah
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤
MAS,ALA NO..29
SAWAL,
Kia sadqa fitr (fatrana) sirf gandum k hisaab se hi dena chahey ya .??
Jase aaj kal Ameer,Gareeb sab gandum se hi ada kar dete hen.?
JAWAB.
Ahadees paak men sadqa fitr ki adaige k liy 4 cheezon ka zikr he.1.gandum 2,jo 3.kishmish 4.khajoor)
Gandum nisf saa yani pone do ser. ya us ki qeemat.
kishmish ya khajor ya jo ka ek saa yani sarhe teen ser. ya us ki qeemat .
Har muslmaan ko chahey k jese wo apni zarorat ki cheezen qeemti or achi kharidta he isi tarah wo apni maali haisiyyat k mutabiq Allah ki rah men bi dil khol kr kharch kare. phir ye sab maal to Allah hi ka dia howa he.
Or ramzaan men sadqa khairaat ka ajar bi kai guna zeyada milta he.
Lehaza Ameer admi ko khajoor ya kishmish ki qeemat ada krni chahey.
¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤¤

No comments:
Post a Comment