♻💠♻💠♻💠♻💠♻💠
♻بسم اللہ الرحمن الرحیم♻
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
NIKAAH BHI ALLAH TA'ALA KI BADI NIYAMAT HAI DEEN OR DUNIYA DONO KE KAAM ISSE DARUST HO JATE HAIN
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
(WALI KA BAYAN) LADKI OR LADKE KA NIKAAH KARNE KA JISKO AKHTIYAAR HO
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉ladke or ladki ka wali sab se pehle uska baap hai yani walid agar baap na hoto dada wo na ho to pardada agar inme se bhi koi na hoto phir saga bhai agar ye bhi na hoto sotela bhai yani baap shareek bhai
🔵👉agar inme se bhi koi na hoto phir bhatija phir bhatije ka ladka phir bhatije ka pota agar inme se bhi koi na hoto phir saga chacha phir sotela chacha yani baap ka sotela bhai phir sage chacha ka ladka phir uska pota phir sotele chacha ka ladka or uska pota
🔴👉agar inme se bhi koi na hoto phir baap ka chacha wali hai phir uski awlad agar baap ka chacha ya uske ladke pote parpote koi na hoto to dada ka chacha phir uske ladke pote or parpote waghera
🔵👉agar inme se koi bhi na hoto tab maa wali hai phir dadi phir nani phir nana phir haqiqi behan phir soteli behan jo baap shareek ho phir jo bhai behan maa shareek ho phir phupi phir mamu phir khala waghera
👉Note- upar ke maslo ko thoda achchi tarah samjhle
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -190
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉nabaligh shakhsh kisi ka wali nahi ho sakta or kafir kisi musalman ka wali nahi ho sakta or majnu pagal bhi kisi ka wali nahi ho sakta hai
🔵👉baligh yani jawaan aurat khud mukhtaar hai yani usko khud akhtiyar hai chahe nikaah kare chahe na kare or jisse chahe kare koi shakhsh is par zabardasti nahi kar sakta
🔴👉agar wo khud apna nikaah kisi se karle to nikaah ho jayga chahe wali ko khabar ho ya na ho or chahe wali khush ho ya na ho har tarah nikaah darust hai
🔵👉albatta agar apne mel me nikaah nahi kiya apne se kam zaat wale se nikaah kar liya or wali khush nahi hai fatwa is par hai nikaah darust na hoga or agar nikaah to mel hi me kiya lekin jitna mehar iske dada ke khandan me bandha jata hai jisko shara me mehar misl kehte hain isse bahut kam par nikaah kar liya to in surat me nikaah to ho gaya lekin iska wali is nikaah ko tod sakta hai
👉Note- musalman hakim ke pas faryad kare wo nikaah todde lekin is faryad ka haqq sirf wali ko hi hai jiska zikr maa se pehle aaya hai yani baap se lekar dada ke beto ke poto tak upar likh chuka hu pehle part me
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -190
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉agar kisi wali ne jawaan ladki ka nikaah be iske pooche or ijzat liy kar diya to wo nikaah ladki ki ijazat par moqoof hai agar ladki ijazat de to nikaah ho gaya or agar wo razi na ho or ijazat na de to nikaah nahi hua
🔵👉jawaan kuwari ladki se wali ne aakar kaha me tumhara nikaah fala ladke se kar raha hu ya kar diya hai is par wo chup rahi ya muskuradi ya rone lagi to bas yahi ijazat hai
🔴👉ab wali nikaah kar de to sahi ho jayga ya kar chuka tha to sahi ho gaya ye baat nahi hai ki jab zaban se kahe tabhi ijazat samjhi jaygi
👉ek zaruri baat jo log zabardasti karke qabool karwate hain ye bahut hi ghalat bat hai isse bachna chahiy
🔵👉wali ne ijazat lete waqt shohar ka naam nahi liya na usko pehle se maloom hai to aise waqt chup rehne se razamandi sabit nahi hogi or ijazat nahi samjhege
👉Note- balke naam or nishan pata batlana zaruri hai jisse ladki itna samjh jay ki ye falana shakhsh hai isi tarah agar mehar nahi bataya or mehar misl se bahut kam par nikaah padh diya to aurat ki ijazat ke bagher nikaah na hoga isliy qayde ke muwafiq phir ijazat leni chahiy
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -190
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉agar ladki kuwaari nahi hai balke ek nikaah pehle ho chuka hai ye dusra nikaah hai isse iske wali ne ijazat li or poocha to faqat chup rehne se ijazat nahi hogi balke zaban se kehna chahiy agar usne zaban se nahi kaha faqat chup rehne ki wajah se wali ne nikaah kar diya to wo nikaah moqoof raha baad me agar wo zaban se manzoor karle to nikaah ho gaya or agar manzoor na kare to nikaah nahi hua
🔵👉baap ke hote huy chacha ya bhai waghera ya kisi or wali ne kuwaari ladki se ijazat mangi to ab faqat chup rehne se ijazat nahi hogi balke zaban se ijazat de jab ijazat hogi
🔴👉han agar baap hi ne usko ijazat lene ko bheja ho to faqat chup rehne se ijazat ho jaygi
🔵👉khusa ye hai jo wali sabse muqaddam ho or shara se isko poochne ka haqq ho agar wo khud ya uska bheja hua admi ijazat lewe tab chup rehne se ijazat hogi
👉Note- or agar haqq tha dada ka poocha bhai ne ya haqq tha bhai ka or poocha chacha ne to aise waqt chup rehne se ijazat nahi hogi
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉wali ne bina pooche bina batay nikaah kar diya phir nikaah ke baad khud wali ne ya uske bheje huy admi ne aakar khabar di ke tumhara nikaah falane shakhsh ke sath kar diya gaya to is soorat me bhi chup rehne se ijazat ho jaygi
Or nikaah sahi ho jayga
🔵👉or agar kisi or ne khabar di or khabar dene wala nek motabar hai ya do shakhsh hain tab bhi chup rehne se nikaah sahi ho jayga
🔴👉or agar khabar dene wala ek shakhsh hai or ghair motabar hai to chup rehne se nikaah sahi na hoga balke maqoof rahega
🔵👉jab zaban se ijazat dede ya koi or aisi baat payi jay jisse ijazat samjhli jay tab bhi nikaah sahi ho gaya
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉nikaah ki ittela hone par jis soorat me zaban se kehna zaruri ho or zaban se aurat ne nahi kaha lekin jab shohar uske pas aaya to sohbat se inkaar nahi kiya tab bhi nikaah ho gaya
🔵👉yahi hukm ladke ka hai agar jawaan ho to us par zabardasti nahi kar sakte or wali bina iski ijazat nikaah nahi kar sakta hai
🔴👉agar bina pooche nikaah kiya hai to ijazat par moqoof rahega agar ijazat de to nikaah ho gaya warna nahi hua
🔵👉albatta itna farq hai ke ladke ke faqat chup rehne se ijazat nahi hoti zaban se kehna or bolna chahiy ki mujhe nikaah karna hai ya nahi karna hai
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉agar ladka ya ladki baligh na ho to wo khudmukhtar nahi hai baghair wali ke inka nikaag nahi ho sakta
🔵👉agar usne bina wali ke apna nikaah kar liya ya kisi or ne kar diya to wali ki ijazat par moqoof hai agar wali ijazat dega to nikaah hoga warna nahi hoga
🔴👉or wali ko iska nikaah karne ka poora akhtiyar hai jisse chahe nikaah kar de
🔵👉nabaligh ladke ladkiya is nikaah ko us waqt rad nahi kar sakte chahe wo na baligh ladki kuwaari ho ya pehle nikaah ho chuka ho or rukhsati bhi ho chuki ho dono ka ek hi hukm hai
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉nabaligh ladke ya ladki ka nikaah agar bap ne ya dada ne kiya to jawaan hone ke baad bhi is nikaah ko rad nahi kar sakte chahe apne mel me kiya ho ya be mel kam zaat wale se kar diya ho or chahe mehar misl par nikaah kiya ho ya usse bahut kam par nikaah kar diya ho har tarah nikaah sahi hai or jawaan hone ke baad bhi wo kuch nahi kar sakte
🔵👉or agar baap dada ke alawa kisi or wali ne nikaah kya hai or jis ke sath nikaah kiya hai wo ladka zaat me barabar darje ka bhi hai or mehar bhi mehar misl muqarrar kya hai
🔴👉is soorat me us waqt to nikaah sahi ho jayga lekin jawaan hone ke baad unko akhtiyaar hai chahe is nikaah ko baqi rakhe or chahe musalman hakim ke pas darkhat karke tod dale
🔵👉or agar is wali ne is ladki ka nikaah kam zaat wale ladke se kar diya ya mehar misl se bahut kam par nikaah kar diya hai ya ladke ka nikaah jis aurat se kiya hai uska mehar us aurat ke mehar misl se bahut zada muqarrar kar diya to nikaah nahi hua
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉baap dada ke alawa kisi or ne nikaah kar diya tha or ladki ko apne nikaah hone ki khabar thi phir jawaan ho gayi or ab tak iske shohar ne isse sohbat nahi ki to jis waqt jawaan hui hai foran usi waqt apni narazgi zahir karde ke me razi nahi hu ya yun kahe ke me is nikaah ko baqi rakhna nahi chahti
🔵👉chahe us jagah koi ho ya bilkul tanha bethi ho har haal me kehna chahiy lekin faqat kehne se nilaah nahi tutega shari hakim ke pas jay wo nikaah tod de tab nikaah tutega
🔴👉jawaan hone ke baad agar ek dam ek lehza lamha bhi chup rahegi to ab nikaah tudwane ka akhtiyaar nahi rahega
🔵👉or agar usko apne nikaah ki khabar nahi thi jawaan hone ke baad pata chala to jis waqt khabar mili hai foran nikaah se inkaar kar de ek lehza lamha bhi chup rahegi to nikaah tudwane ka akhtiyaar jata rahega
👉note -ye hukm ladkiyo ka hai ladka agar jawaan hua foran inkaar karna zaruri nahi hai jab tak razamandi maloom na ho tab tak qabool karne ya na karne ka akhtiyaar hai
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉or agar iska shohar sohbat kar chuka tab jawaan hui to foran jawaan hote hi ya khabar pate hi inkaar karna zaruri nahi hai balke jab tak uski razamandi ka haal maloom na hoga tab tak qabool karne ya na karne ka akhtiyaar hai chahe jitna zamana ghuzar jay
🔵👉haan jab usne saaf zaban se keh diya ke me manzoor karti hu ya koi or aisi baat payi gayi jisse razamandi sabit hui jese apne shohar ke sath tanhayi me miya biwi ki tarah rahi to ab akhtiyaar jata raha or nikaah lazim ho gaya
🔴👉qayde se jis wali ko nabaligha ka nikaah karne ka haqq hai or wo pardes me hai or itni door hai ke agar uska intezaar kare or usse mashwara le to ye moqa hath se jata rahega or paigham dene wala itna intezaar nahi karega or phir aisa rishta ya aisi jahgah mushkil se milegi
🔵👉to aisi soorat me uske baad wala wali bhi nikaah kar sakta hai agar usne usse pooche bina hi nikaah kar diya tab bhi nikaah ho jayga
👉note -or agar itni door na ho to uske pooche bina uski ray liy baghair dusre wali ko nikaah nahi karna chahiy agar karega to us wali ki ijazat par moqoof rahega jab wo ijazat dega tab hoga
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -191
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
🔴👉isi tarah agar haqdaar wali ke hote huy dusre wali ne nabaligh ka nikaah kar diya to nikaah maqoof raha
🔵👉jese haqq to tha baap ka or nikaah kar diya dada ne or baap se bilkul ray nahi li to wo nikaah baap ki ijazat par moqoof rahega
🔴👉ya haqq to tha bhai ka nikaah kar diya chacha ne to nikaah bhai ki ijazat par moqoof hai
👉jawaan ko baligh ko khud akhtiyaar hai apna nikaah kisi se bhi karle nikaah ho jayga baqi iske bare me sab pehle guzar chuka hai
🔵👉 wali ka bayan mashaallah poora hua or tamam members acchi tarah samjh bhi gay hoge mashaallah
👉note -inshaallah kal se kon kon log apne mel or barabar ke hain uske bare me likha jayga allah ta'ala tamam mehnat ko qabool farmay ameen
📙Behashti zewar
Chotha hissa p -193
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
👇Join👇
Ulama e deoband
Group
Male and female
+ 91 - 7037363325
Plz forward to all Muslim

No comments:
Post a Comment