▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-1 ▪
⚪Aurat ko chehre ka parda laajim he kyuki gandi or bimar nazre isi per padti hai,
⚫ Chehra, haath, per aurat ka satar he yani namaz me in aaja ka chhipana jatoori nahi lekin gandi nazro se aaja ka hattalvasa chhipana jaroori he,
⚪ Aurat ka sarapa satar he, pas jab wo nikalti he to shaitan uski taak jhaak karta he,
⚫ Shar'an chehre ka parda laajim he, khususan is zamane me jab dil or nazar do no napaak ho to napaak nazro se chehre ki aabru ko bachana laajim he,
⚪Aurat ki sharm haya ka takaza to yahi he k wo kisi waqt bhi khule sar na rahe, lekin baap, bhai, beta, bhatija vagera jitne mehram hai unke saamne sar, gardan, baaju or ghutne se niche ka hissa kholna shar'an jayaz he,
⚫ koi mehram esa behaya ho k usko izzat or namoos ki parvah na ho, wo na-mehram ke hukm me he or usse parda karna laajmi he,
⚪ Esa makan jaha aurat ke liye na-mehramo se chardiwari ka parda mumkin na ho waha ye kare k poora badan dhakkar or chehre per ghunghat karke sharm hayaa ke saath na-mehramo ke samne jaye,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,
�� Jild 8, Safa 25,,,,
Talibe Dua,,,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PRDA
▪ PART-2 ▪
⚪ Jin mehramo se parda nahi unse bila- takalluf guftgu karne ki ijatzat he lekin hansi mazaak karne ki apne mehram ke saath bhi ijazat nahi,
⚫ Aurat ka bager jaroorat bazaar me Jana jayaz nahi or mardo ke samne chehra kholne ki bhi ijazat nahi, agar bazaar jane ki jaroorat ho to ghar se nikalne ke baad ghar aane tak parde ki pabandi laajim he, jisme chehra dhakna bhi laajim he,
⚪Ajnabi na- mehramo se chardiwari ka parda he, na- mehram agar rishtedar ho or aurat saamne Jane per majboor ho to chadar ka parda laajim he,
Chachazaad, khalazaad, Fufizaad, Mamuzaad bhai, Behnoi ya Dever isi hukm me dakhil hai,
⚫ Mard ki Raane or ghutne Satar me shumar he inko aam jagah per kholna jayaz nahi,
Aajkal mard bhi esa libaas pehan kar ghoomte firte hai, k unki Raane or ghutne saaf nazar aate hai, ye najayaz or gunaah he,
⚪ Surah Annoor me mardo ko bhi nazar nichi rakhne ka hukm diya gaya he,
⚫ Jis ladki se rishta hona ho use ek nazar dekhna jayaz he,
⚪ Mard ka nange sar firna insani murawwat or sharafat ke khilaf he or Aurat ke liye gunahe kabira he,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,,,
�� JILD 8, Safa 33,,,
Talibe Dua,,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-3 ▪
⚪ Ajnabi na-mehram se haath milana najayaz he,
⚫ T V ke Deeni Programs me Aurto ka gair mehram ke saath saamne bethna islam me to najayaz he, lekin shayad T V walo ka islaam kuchh mukhtalif ho? ?
Jayaz kaam ke liye najayaz cheej ka istemal kisi bhi Surat me jayaz nahi,, isliye T V ka istemal Deeni Programs ke liye najayaz he,
⚪Nabalig ladki ko parda karwana maa baap ki jimmedari he,
⚫ Aurat ki awaaz bhi shar'an Satar he, gair mardo ko uska sunna or sunana jayaz nahi, khususan jabki mojibe fitna ho,
Aurto ka Jalso me vaaz nasihat karna, Naate kalam pesh karna,is hukm me dakhil he, muntzim, sunne wale, sunane wale sabhi gunahgar he, or Hujoor Sallallahu Alaihivasallam ki naraazgi or bad- dua ke mustahik he,
Jadeed waqt me Aurto ka mobile per mardo se baat karna bhi fitna he,,
⚪ Asal to yahi he k Aurat bazaar na jaye lekin jaroorat ke waqt parde ki pabandi ke saath kharid farokht kar sakti he, magar na- mehramo ke saath awaaz me lachak paida na ho, sakhti ho,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,,,,
�� JILD-8, Safa no. 43,,,,
Talibe Dua,,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-4 ▪
⚪ Bager Parda Aurto ka sare aam ghoomna????
Aaj kal gali kucho, bazaro, college or Daftaro me bepardgi ka Jo toofan barpa he or Yahood, Nasara ki taqleed me hamari bahu, behan, betiya jis tarah ban -than kar behijabana ghoom fir rahi hai, Qurane majeed ne isko " Jahiliyat ka Burj" farmaya he, or insani tehjeeb, sharafat, izzat ke moonh per tamacha he,
Hujoor Sallallahu Alaihivasallam ka irshad he," Jis Aurat ne apne ghar ke siva doosri kisi jagah kapde utare, usne apne darmiyan or Allah ke darmiyan Jo parda haa'il tha use chaak kar diya, ( Miskaat, Tirmizi)
Aurat ke sar ka ek baal bhi satar he or na-mehramo ke samne satar kholna shar'an haraam or tab'an begerati he,
⚫ Aurat ko Mardo ke Shana ba Shana kaam karna????
Allah ta'ala ne Mard or Aurat ka daayra alag alag banaya he, Aurto ke kaam ka maidan uska ghar he or Mard ka maidane amal ghar se bahar he, Jo kaam mard kar sakta he aurat nahi kar sakti or Jo Aurat kar sakti he mard nahi kar sakta, do no ko apne apne daayre me rehkar kaam karne ka hukm he,
Jo log Mard ka bojh Aurat ke Jaief kandho per daalte hai wo mard Aurat per zulm karte hai,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,,
�� JILD-8, Safa no. 32-36,,,
Talibe Dua,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-5▪
⚪ Chehra chhipana parda he to Hajj per kyu nahi kiya jata????
Ahraam ki halat me Aurat ka chehra dhakna jayaz nahi lekin parde ka fir bhi hukm he, k jaha tak mumkin ho na-mehramo ki nazar chehre per na padne de,
Lekin is baat se ye natija nikal lena badi galti he k islam me chehre ka parda hi nahi,
⚫ Parde ke liye moti chadar behtar he ya Burka???
Asal ye he k Aurat ka poora badan chehra samet dhakna jaroori he , isliye badi chadar jisse per tak badan dhak jaye kafi he,
Lekin chadar ka sambhalna Aurat ke liye mushkil hota he isiliye Shrfa e ummat ne chadar ko Burka ki shakl di he,
��ontinue in sha Allah ta'ala
��Aapke Masayal or unka Hal,,
�� JILD-8, Safa no. 38
TALIBE Dua,,,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-6 ▪
⚪ Shohar ya Sasural walo ke majboor karne per Dever or Behnoiyo se parda na karna??
Jaha esa mahol ho ye koshish kare k chehra, do no kalaiya or do no per ke alawa poora badan dhaka rahe or jaroorat ki baat karne ki ijazat he,, lekin apne liye astagfar or Allah se dua bhi kare,
⚫ islam me moonh bole bhai, beta banane ki koi haisiyat nahi, Qurane majeed me iski saaf muma'anat aayi he, isliye moonh bole bhai, bete, baap ka hukm bhi shar'an ajnabi ka he or usse parda laajim he,
⚪ Esa ghar jaha koi shakhs bachpan guzare lekin Jawan hone per namehram se parda laajim he chahe ghar ke ek ek fard se achchhi tarah wakif ho,
⚫ Mangni ke baad bhi mangetar se parda laajim he, kyuki mangni nikah ka vaada he nikah nahi or jab tak nikah nahi ho jata do no ek doosre ke liye ajnabi hai or parda jaroori he,
⚪ Burka ya chadar me Aankho ka khula rakhna jayaz he,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,,,
�� JILD-8,, Safa no. 61
Talibe Dua,,,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▪▫
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-7 ▪
⚪ " Dever Maut he " hadees ka matlab???
is hadees ka matlab saaf he k dever se maut ki tarah darna or bachna chahiye, usse betakallufi ki baat na ki jaye, Tanhai me uske paas na betha jaye vagera,
⚫ Shohar ke kehne per parda chhod dena??
Parda sharai hukm he, shohar ke kehne per na chehra kholna jayaz he or na parda ka chhodna hi jayaz he, Shohar agar majboor kare to usse talaak le li jaye taki wo esi bivi la sake Jo har ek ko nazara husn ki dawat de sake!
Or khud parda chhod kar shohar per ilzam rakhna galat, lekin unke gunah me shohar bhi barabar ke shareek he, kyuki wo bepardgi ko bardast karte hai,
⚪ Sharai parde se inkar karne wale ladke se shadi na kare, Parda khuda ta'aala ka hukm he is me kisi doosre ki itaa'at jayaz nahi,
⚫ Agar koi aurat parde per amaada na ho to use pyar mohabbat se samjhaya jaye, agar na mane to alhedgi akhtyar kar li jaye,
⚪ Damaad se parda nahi hota lekin agar do no jawan ho to parda laajim he,
⚫ Ladkiyo ka Gair mehram mardo se be parda padna jayaz nahi, Parde ke saath jayaz he,
⚪ Ghar me nojawan mulazim ( servant) ho to usse parda karna jaroori he,
⚫ Aurat ka be pardgi wali jagah ( jaha gair mehram mardo se be pardgi ka andeaha ho) Jana jayaz nahi,
��ontinue in sha Allah ta'ala
�� Aapke Masayal or unka Hal,,
�� JILD-8,, Safa no. 86
Talibe Dua,,,
▫▪▫▪▫▪▫▪▫▪
⚪ Bismillahi Ta'aala⚪
PARDA
▪ PART-8 ▪
⚪ Kya ghar ki Khidkiya or darwaze band rakhna jaroori he??
Ghar me parde ka ahatmam hona chahiye, Darwaze khidkiyo se agar gair nazro ke guzarne ka ahatmal ho to un per parde lagana chahiye,
⚫ Jawan Mard or Aurat ka ek bistar per letna???
Hadees Sharif me farmaya gaya he k " Jab bachche 10 saal ke ho jaye to unke bistar alag kardo" ( Mishkat, 85)
⚪ Aurto ka Medical sikhna, Kanoon padna jayaz he basharte k Sharai parada mehfooz rahe varna bepardgi haram he,
⚫ Doodh Shareek bhai apne haqeeki bhai ki tarah mehram he, usse parda nahi, albatta agar wo badnazar ho to fitne se bachne ke liye usse bhi parda laajim he,
�� Alhamdulillah Akhtaam Baab Parda,
�� Aapke Masayal or unka Hal,,
�� JILD-8, Safa 96
Talibe Dua,,
✏ Ulama e deoband ✏
�� +91 -7037363325
Plz Forward to all Muslims,

No comments:
Post a Comment