✨💞✨ 06/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 121
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
ηαкнusнgαwααr__
αzdwαzi zindαgεε
кi cнαnd wujuнααт
вεjα gнussαн кαrnα
Is Liye danishmandi
ka taqaza yahi hei.....ke
dono fariqen ko
biL-umoom aur bivee ko
biL-khusoos apne
jazbaat par qaabu rakhna
chahye aur jab dekhe
ke miyan ghusse
mein pagaL
hua jaa raha hei to
woh na sirf khud.........ko
sambhnaLe baLke
haLaat ki nazakat ko
madd-e-nazar
rakhte hue khamoshi
ikhtiyar kare
ya phir apni ghaLti par
nadamat-o-ma'zrat
taLab kar Le
kyunke isi aik tareeqe se
shauhar ka ghussah
thanda ho sakta.............hei.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 07/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 122
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
✧ вεjα тαwαqqo'ααт
qααim............кαrnα
☆ Shaadi ke
shuroo ke dino mein
dono fariqain
aik doosre par
farefta ( deewane )
ho jaate hein.
Lekin jab ye nasha
utarta hei to
zindagee........ke baaqi
masaaiL ka bhi
saamna
karna padta hei.
to khawind
apni bivee ke naaz
uthaane se
gurez ( avoid )
karte hei. isi tarha
bivee bhi
bachchon ki paidaaish
ke baad ya
ghar ke kaam kaaj ki
masroofiyat ki
wajha se
apne khawind ko
zyadah waqt
nahien.............de paati.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 08/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 123
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
✧ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
☆ Shak ki beemari
aisee hei jis ki wajha se
achhchha bhaLa
hansta basta......ghar
tabah ho..........jaata hei.
shak ki beemari ka
sab se bada nuqsaan
izdawaaji zindagee
mein hota hei.........bivee
khawind par
shak kare ya khawind
bivee par.
dono sooraton mein
ghar jahannam
ka namoona ban jaata
hei. agar khawind
ghar mein
der se aata hei to
woh zaroor kisi kaam ke
siLsiLe mein
Let hota hei ya
doston ki mehfiL mein
betha hota hei..ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 09/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 124
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
Ba'z shakki-uL-mizaj
aurtein diL hi diL mein
mukhtaLif
khayaLaat paaL kar
khawind par
shak karne Lagti hein.
jis ki wajha se
ye beemari din-ba-din
barhti jaati hei.
aur dono miyan-bivee
ke dauraan
khawh makhwah ki
aik khaLeej haaiL
ho jaati hei.
khawind bhi bivee par
shak kar sakta hei
is surat mein bhi ghar
tabah ho kar
reh jaata hei. bivee
chaahe kitni hi
qasmein kha kar yaqeen
diLaati rahe Lekin
shak khordah zehan
kabhi bhi mutmain
( satisfied ) nahien ho paata
jis ki wajha se
umooman jodon ke
darmiyaan
bad-nazmi-o-bad-akhLaaqi
ki waba qaaim
ho jaati hei. achhchhi
aur behtareen
ijdawaazi zindagee
ke Liye zaroori hei ke
miyan bivee dono
aik doosre ki zaat par
eatimaad..................karein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 10/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 125
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
Behashti zewar
mein hazrat mauLana
ashraf aLi thanwi
reh aLayhi
musaLmaan biveeyon
ke Liye nasihat farmaate
hue Likhte hein :
ke zara zara si baat
par apne shauhar par
tohmat mat
Laga diya karo ke tum
fuLan aurat ke saath
kiya kar rahe the
ya wahan kyun jaate ho.
aisi surat-e-haaL
mein agar mard beqasoor
hua to khud hi socho
ke use kitna bura
Lageiga aur
agar haquiqat mein
uski aadat kharaab hei
to tumhaare
gusshah karne ya bahot
zyadah rok tok se
uski aadat sanwarne ki
bajaaye bigad
jaayeigi. aur tum
khawh............makhwah
apna diL meiLa
karogi...............ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 10/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 126
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
agar apne
shauhar ki ye aadat
ya koi aur aadat
chhudani ho to aqaLmandi
ka taqazah ye hei
ke shak kar ke kudhne
ki bajaaye use
kisi aise waqt mein
tanhai ke aaLam mein
samjhao bujhao
aur ye yaqeen rakhkho
ke jis din
aLLaah ta'aaLa ne
use hidayat dedi woh
raah-e-raast par
aa jaayeiga. aur agar
samjhane bujhane
ke bawajood bhi woh
apbi aadat se
baaz na aaye........to phir
sabr karo,
digar afraad ke saamne
uski ruswai na karo
kyunke tumhaare
zyadah boLne ya doosre
afraad ke saamne
tazkirah karne se ye aur
zyadah bigad jaayeiga
aur tumhaari
zindagee ajeeran ( dukh
bhari ) ho jaayeigi.
aur phir
tum.............roti.......phirogee.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 12/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 127
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Gharaana mashriqui
ho............ya...........maghribi
saas bahu ka jhagda
har jagha
maujood hota hei.
is Liye maujoodah dor mein
is jhagde ko
fitri jhagda kaha
jaane Laga. aik mohtaat
andaze ke mutabiq
80 feesad.........uLjhanein
saas bahu ke
jhagdon se hi janm
Leti hein.
shauhar becharah jab
shaam ko apne kaam se
thaka haara
waapas aata hei to
saas bahu ke
jhagde sun kar uktaane
Lagta hei..........aur
aahistah aahistah woh
apne sukoon ke Liye
digar zaraaye.....taLaash
karne Lagta hei.
..........................ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 12/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 128
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Hamaare
muaashre mein
saas ke muta'aLLiq jo
ghaLatfehmiyan
aur bure khayaLaat
faiLe hue hue............hein.
un'ke peeche bhi
kuch asbaab ( resons )
aur awamiL hein.
saas ke baare mein
chutkaLon aur Lateefon
(jokes) ki bharmaar
ki bhi koi na koi wajha
hei. neez bivee
apni saas ke saath
rehne ke Liye jo aamadah
nahein hoti us'ki bhi
koi na koi iLLat (reson)
zaroor hoti hei.ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 13/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 129
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Haquiqat ye hei
ke saas apni zindagee ke
kai saaL guzaar kar
jab umr ke aik
mutawassit ( beech )
hisse mein pohanchti hei
aur us'ke ③ ④ bete
jo apna ghar
basa Lete hein to ye
maan apne aap ko akeLa
aur be-aasra mehsoos
karne Lagti hei
is daur mein agar us'ka
shauhar bhi kam
diLchaspi Leta hei aur
jis qadr diLchaspi
Leta hei us'ki noiyyat
pehLe se mukhtaLif
hoti hei to phir
is'ka kaam is ke iLawah
kuchh nahein reh jaata
ke woh apne bachchon ki
ghareLu zindagee mein
dakhL andazi kare.
............................ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 15/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 130
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Doosri taraf
bahu ki fitri khawhish
yahi hoti hei ke
woh apne
mu'amLaat................mein
kuLLi (mukammaL)
ikhtiyaar rakhkhe aur
in mein
woh apni maan ki
dakhL andazi bardasht
kar Leti hei. Lekin
saas ki dakhL andaazi
us'ke Liye
kisi taur bhi
naqabiL-e-bardasht hoti
hei. saas bahu ke
jaghde mein jo
bunyaadi wujuhaat
( basic resons ) darpaish
hoti hein.
woh kaL se
insha aLLaah post hongi.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 14/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 131
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
① вεjα тαwαqqoααт
qααim..............кαrnα
Saas
apne bete ki
shaadi se...........pehLe
apni bahu se
bahot zyadah tawaqooat
wabastah
kar Leti hei Lekin
shaadi ke baad
jab bahu in tawaqqoat
par poora nahien
utar sakti..............to phir
khawah makhwah
kisi be-bunyaad
baat ke sabab jhaghde
ki shurooaat ho jaati hei.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 15/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 132
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
① miyan....bivee
ki muhabbat se
badzan......hona
Kai
maayein
apne beton ki
muhabbat
mein koi raah
haaiL
nahein dekh saktien
jis ki wajha se
woh apni bahu se
na chahte hue......bhi
nafrat
karne.....Lagti.......hein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 16/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 133
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
①.........ghar.........ki
hukoomat ki jung
aik
aam wajha
jo aam taur par
gharaanon mein
saas bahu ke jhagde ki
bunyaad hoti......hei
woh ghar ke
jumLa iktiyaraat ki
jung hoti hei.
saas ye kehti...........hei
ke main
badi buzurg hun
is Liye ye ikhtiyaraat
mere paas hone chahiyen
jab ke bahu ka
ye mo'aqaf hota hei
ke main
nokraani ban kar
nahien aayi..........is Liye
ye ikhtiyaraat
mere paas hone chahiyen.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 17/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 134
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
① saLahiyaton
ka.......ikhtiLaaf
Umooman
gharano mein saas
puraane khayaLaat ki
maLika hoti hei
aur bahu agar zyadah
parhi Likkhi ho
to phir inki aapas mein
zehni mutabiqat
(mind understanding)
nahien ho paati.
jis ki wajha se chhoti
chhoti baaton par
ikhtiLaaf
paida hone Lagte hein
jo aage chaL kar
bade jhagdon
ko janm......dete..........hein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 18/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 135
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
⑤ nandon aur
bhawajon ka
hasad (jeaLousy) karna
Kai gharaano
mein ye bhi dekha
gaya hei ke
hum umr hone ki wajha
se nandein aur
bhawaj (sister in Law)
ki aapas mein
nahien banti. aur isi
bunyaad par
saas bhi apne beti......ki
tarafdaari karti hei
aur saas bahu ke
jhagde............parwaan
chadhte.........................hein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 19/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 136
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
ab to ⑤
wajuhaat ka zikr hua
jo qadre aam hein
in'ke iLaawah bhi kai
doosre masaaiL-o-asbaab
bhi hote hein.
jo saas bahu ke jhagde
paida karne ka
zariya hote hein......Lekin
aqaLmandi ka
taqaza yahi hei ke
bahu ko
sabr karna chahye kunke
saas jaisi bhi ho
biL......aakhir
maan barabar hoti hei
is'ke iLawah bahu ke
zehan mein ye
nuqta (point) bhi hona
chahye ke woh
is ghar mein basne
ke Liye aayi hei na ke
ujadne ke Liye.ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 20/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 137
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Is Liye
jahan tak mumkin ho
saas aur nandon
ki baaton ko darguzar
( ignore ) kare.
mazeed bar aan
aisee aurat
jo apni saas ki
kadwi kaseeLi baatein
sun kar
bardasht karti hei
aur aisee baaton.........ko
khawind ke saamne
chughLee nahien khaati
us'ke Liye khawind ke
diL-o-dimaagh
mein qadr-o-manziLat
badh jaati hei
aur is ke badLe khawind
apni bivee ka zyadah
khayaaL karne Lagta hei.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 21/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 138
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
αuʀαt кi вεjα
ƒαʀmααisнεin
αuʀ............zid
☆ Beshtar
shadiyon ki nakaami
ke asbaab mein
ye baat bhi shamiL
hoti hei ke khawanid ke
zaraay-e-aamadni
( source of income )
mehdood hote hein aur
woh ba-mushkiL
apne ghar ke rozana
ke ikhrajaat
poore kar paata hei. aur
aisee surat mein
jab bivee ki taraf se
be-ja farmaaishein
aur in farmaaishon ko
fauri poora
karne ki zid ke sabab
izdawaazi zindagee
mein tarha tarha.........ki
kharabiyan paida
hone Lagti hein.ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 22/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 139
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
αuʀαt кi вεjα
ƒαʀmααisнεin
αuʀ............zid
☆ Kyunke
mard apne mehdood
zaray-e-aamdan mein
in farmaaishon
ko poora karne se qasir
hota hei. aur bivee
jab apni khawhishaat ki
takmeeL nahien paati
to naubat Ladaai jhgade
tak aa jaati hei.
jis se khawind aur bivee
ke izdwaazi ta'aLLuqat
buri tarha
muta'assir hote hein.
umoomi mushahidah
(common observation) hei
ke aurtein apni
zid par ad jaayein
to hat dharmi par utar
aati hein. ye agar
khush hon to khushi se
phooLe nahien samateen.
aur agar naraaz
ho jaayein to
na shukri ki inteha tak
pohanch jaati hein.
aisee surat-e-haaL mein
agar mard bhi
baat baat par naraaz
ho jaaye
to nibhaah mushkiL
ho jaata hei......ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
╔╤▣═━═━═━═━═━═━═━╕
║┇ ғʀoм
║┇ Ðʌʀѕ-ɛ-Ðɛɛη
║┇ ✍: ⓐzεεʍ ⓐнʍαd
╚╧▣═━═━═━═━═━═━═━╛r
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 121
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
ηαкнusнgαwααr__
αzdwαzi zindαgεε
кi cнαnd wujuнααт
вεjα gнussαн кαrnα
Is Liye danishmandi
ka taqaza yahi hei.....ke
dono fariqen ko
biL-umoom aur bivee ko
biL-khusoos apne
jazbaat par qaabu rakhna
chahye aur jab dekhe
ke miyan ghusse
mein pagaL
hua jaa raha hei to
woh na sirf khud.........ko
sambhnaLe baLke
haLaat ki nazakat ko
madd-e-nazar
rakhte hue khamoshi
ikhtiyar kare
ya phir apni ghaLti par
nadamat-o-ma'zrat
taLab kar Le
kyunke isi aik tareeqe se
shauhar ka ghussah
thanda ho sakta.............hei.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 07/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 122
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
✧ вεjα тαwαqqo'ααт
qααim............кαrnα
☆ Shaadi ke
shuroo ke dino mein
dono fariqain
aik doosre par
farefta ( deewane )
ho jaate hein.
Lekin jab ye nasha
utarta hei to
zindagee........ke baaqi
masaaiL ka bhi
saamna
karna padta hei.
to khawind
apni bivee ke naaz
uthaane se
gurez ( avoid )
karte hei. isi tarha
bivee bhi
bachchon ki paidaaish
ke baad ya
ghar ke kaam kaaj ki
masroofiyat ki
wajha se
apne khawind ko
zyadah waqt
nahien.............de paati.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 08/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 123
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
✧ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
☆ Shak ki beemari
aisee hei jis ki wajha se
achhchha bhaLa
hansta basta......ghar
tabah ho..........jaata hei.
shak ki beemari ka
sab se bada nuqsaan
izdawaaji zindagee
mein hota hei.........bivee
khawind par
shak kare ya khawind
bivee par.
dono sooraton mein
ghar jahannam
ka namoona ban jaata
hei. agar khawind
ghar mein
der se aata hei to
woh zaroor kisi kaam ke
siLsiLe mein
Let hota hei ya
doston ki mehfiL mein
betha hota hei..ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 09/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 124
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
Ba'z shakki-uL-mizaj
aurtein diL hi diL mein
mukhtaLif
khayaLaat paaL kar
khawind par
shak karne Lagti hein.
jis ki wajha se
ye beemari din-ba-din
barhti jaati hei.
aur dono miyan-bivee
ke dauraan
khawh makhwah ki
aik khaLeej haaiL
ho jaati hei.
khawind bhi bivee par
shak kar sakta hei
is surat mein bhi ghar
tabah ho kar
reh jaata hei. bivee
chaahe kitni hi
qasmein kha kar yaqeen
diLaati rahe Lekin
shak khordah zehan
kabhi bhi mutmain
( satisfied ) nahien ho paata
jis ki wajha se
umooman jodon ke
darmiyaan
bad-nazmi-o-bad-akhLaaqi
ki waba qaaim
ho jaati hei. achhchhi
aur behtareen
ijdawaazi zindagee
ke Liye zaroori hei ke
miyan bivee dono
aik doosre ki zaat par
eatimaad..................karein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 10/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 125
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
Behashti zewar
mein hazrat mauLana
ashraf aLi thanwi
reh aLayhi
musaLmaan biveeyon
ke Liye nasihat farmaate
hue Likhte hein :
ke zara zara si baat
par apne shauhar par
tohmat mat
Laga diya karo ke tum
fuLan aurat ke saath
kiya kar rahe the
ya wahan kyun jaate ho.
aisi surat-e-haaL
mein agar mard beqasoor
hua to khud hi socho
ke use kitna bura
Lageiga aur
agar haquiqat mein
uski aadat kharaab hei
to tumhaare
gusshah karne ya bahot
zyadah rok tok se
uski aadat sanwarne ki
bajaaye bigad
jaayeigi. aur tum
khawh............makhwah
apna diL meiLa
karogi...............ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 10/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 126
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ вεjα sнαк
~~кαrnα~~
agar apne
shauhar ki ye aadat
ya koi aur aadat
chhudani ho to aqaLmandi
ka taqazah ye hei
ke shak kar ke kudhne
ki bajaaye use
kisi aise waqt mein
tanhai ke aaLam mein
samjhao bujhao
aur ye yaqeen rakhkho
ke jis din
aLLaah ta'aaLa ne
use hidayat dedi woh
raah-e-raast par
aa jaayeiga. aur agar
samjhane bujhane
ke bawajood bhi woh
apbi aadat se
baaz na aaye........to phir
sabr karo,
digar afraad ke saamne
uski ruswai na karo
kyunke tumhaare
zyadah boLne ya doosre
afraad ke saamne
tazkirah karne se ye aur
zyadah bigad jaayeiga
aur tumhaari
zindagee ajeeran ( dukh
bhari ) ho jaayeigi.
aur phir
tum.............roti.......phirogee.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 12/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 127
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Gharaana mashriqui
ho............ya...........maghribi
saas bahu ka jhagda
har jagha
maujood hota hei.
is Liye maujoodah dor mein
is jhagde ko
fitri jhagda kaha
jaane Laga. aik mohtaat
andaze ke mutabiq
80 feesad.........uLjhanein
saas bahu ke
jhagdon se hi janm
Leti hein.
shauhar becharah jab
shaam ko apne kaam se
thaka haara
waapas aata hei to
saas bahu ke
jhagde sun kar uktaane
Lagta hei..........aur
aahistah aahistah woh
apne sukoon ke Liye
digar zaraaye.....taLaash
karne Lagta hei.
..........................ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 12/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 128
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Hamaare
muaashre mein
saas ke muta'aLLiq jo
ghaLatfehmiyan
aur bure khayaLaat
faiLe hue hue............hein.
un'ke peeche bhi
kuch asbaab ( resons )
aur awamiL hein.
saas ke baare mein
chutkaLon aur Lateefon
(jokes) ki bharmaar
ki bhi koi na koi wajha
hei. neez bivee
apni saas ke saath
rehne ke Liye jo aamadah
nahein hoti us'ki bhi
koi na koi iLLat (reson)
zaroor hoti hei.ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 13/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 129
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Haquiqat ye hei
ke saas apni zindagee ke
kai saaL guzaar kar
jab umr ke aik
mutawassit ( beech )
hisse mein pohanchti hei
aur us'ke ③ ④ bete
jo apna ghar
basa Lete hein to ye
maan apne aap ko akeLa
aur be-aasra mehsoos
karne Lagti hei
is daur mein agar us'ka
shauhar bhi kam
diLchaspi Leta hei aur
jis qadr diLchaspi
Leta hei us'ki noiyyat
pehLe se mukhtaLif
hoti hei to phir
is'ka kaam is ke iLawah
kuchh nahein reh jaata
ke woh apne bachchon ki
ghareLu zindagee mein
dakhL andazi kare.
............................ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 15/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 130
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Doosri taraf
bahu ki fitri khawhish
yahi hoti hei ke
woh apne
mu'amLaat................mein
kuLLi (mukammaL)
ikhtiyaar rakhkhe aur
in mein
woh apni maan ki
dakhL andazi bardasht
kar Leti hei. Lekin
saas ki dakhL andaazi
us'ke Liye
kisi taur bhi
naqabiL-e-bardasht hoti
hei. saas bahu ke
jaghde mein jo
bunyaadi wujuhaat
( basic resons ) darpaish
hoti hein.
woh kaL se
insha aLLaah post hongi.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 14/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 131
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
① вεjα тαwαqqoααт
qααim..............кαrnα
Saas
apne bete ki
shaadi se...........pehLe
apni bahu se
bahot zyadah tawaqooat
wabastah
kar Leti hei Lekin
shaadi ke baad
jab bahu in tawaqqoat
par poora nahien
utar sakti..............to phir
khawah makhwah
kisi be-bunyaad
baat ke sabab jhaghde
ki shurooaat ho jaati hei.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 15/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 132
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
① miyan....bivee
ki muhabbat se
badzan......hona
Kai
maayein
apne beton ki
muhabbat
mein koi raah
haaiL
nahein dekh saktien
jis ki wajha se
woh apni bahu se
na chahte hue......bhi
nafrat
karne.....Lagti.......hein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 16/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 133
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
①.........ghar.........ki
hukoomat ki jung
aik
aam wajha
jo aam taur par
gharaanon mein
saas bahu ke jhagde ki
bunyaad hoti......hei
woh ghar ke
jumLa iktiyaraat ki
jung hoti hei.
saas ye kehti...........hei
ke main
badi buzurg hun
is Liye ye ikhtiyaraat
mere paas hone chahiyen
jab ke bahu ka
ye mo'aqaf hota hei
ke main
nokraani ban kar
nahien aayi..........is Liye
ye ikhtiyaraat
mere paas hone chahiyen.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 17/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 134
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
① saLahiyaton
ka.......ikhtiLaaf
Umooman
gharano mein saas
puraane khayaLaat ki
maLika hoti hei
aur bahu agar zyadah
parhi Likkhi ho
to phir inki aapas mein
zehni mutabiqat
(mind understanding)
nahien ho paati.
jis ki wajha se chhoti
chhoti baaton par
ikhtiLaaf
paida hone Lagte hein
jo aage chaL kar
bade jhagdon
ko janm......dete..........hein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 18/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 135
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
⑤ nandon aur
bhawajon ka
hasad (jeaLousy) karna
Kai gharaano
mein ye bhi dekha
gaya hei ke
hum umr hone ki wajha
se nandein aur
bhawaj (sister in Law)
ki aapas mein
nahien banti. aur isi
bunyaad par
saas bhi apne beti......ki
tarafdaari karti hei
aur saas bahu ke
jhagde............parwaan
chadhte.........................hein.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 19/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 136
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
ab to ⑤
wajuhaat ka zikr hua
jo qadre aam hein
in'ke iLaawah bhi kai
doosre masaaiL-o-asbaab
bhi hote hein.
jo saas bahu ke jhagde
paida karne ka
zariya hote hein......Lekin
aqaLmandi ka
taqaza yahi hei ke
bahu ko
sabr karna chahye kunke
saas jaisi bhi ho
biL......aakhir
maan barabar hoti hei
is'ke iLawah bahu ke
zehan mein ye
nuqta (point) bhi hona
chahye ke woh
is ghar mein basne
ke Liye aayi hei na ke
ujadne ke Liye.ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 20/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 137
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
☆ ѕααѕ вαнʊ
кα.....jнαɢdα
Is Liye
jahan tak mumkin ho
saas aur nandon
ki baaton ko darguzar
( ignore ) kare.
mazeed bar aan
aisee aurat
jo apni saas ki
kadwi kaseeLi baatein
sun kar
bardasht karti hei
aur aisee baaton.........ko
khawind ke saamne
chughLee nahien khaati
us'ke Liye khawind ke
diL-o-dimaagh
mein qadr-o-manziLat
badh jaati hei
aur is ke badLe khawind
apni bivee ka zyadah
khayaaL karne Lagta hei.
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 21/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 138
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
αuʀαt кi вεjα
ƒαʀmααisнεin
αuʀ............zid
☆ Beshtar
shadiyon ki nakaami
ke asbaab mein
ye baat bhi shamiL
hoti hei ke khawanid ke
zaraay-e-aamadni
( source of income )
mehdood hote hein aur
woh ba-mushkiL
apne ghar ke rozana
ke ikhrajaat
poore kar paata hei. aur
aisee surat mein
jab bivee ki taraf se
be-ja farmaaishein
aur in farmaaishon ko
fauri poora
karne ki zid ke sabab
izdawaazi zindagee
mein tarha tarha.........ki
kharabiyan paida
hone Lagti hein.ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
✨💞✨ 22/05/15
βismiнi Tα'ααLα
┄─━━━▣▣▣━━━─┄
🍂MARRIED LIFE : PART- 139
┄─━━━━━━━━▣▣▣━━━━━━━━─┄
αuʀαt кi вεjα
ƒαʀmααisнεin
αuʀ............zid
☆ Kyunke
mard apne mehdood
zaray-e-aamdan mein
in farmaaishon
ko poora karne se qasir
hota hei. aur bivee
jab apni khawhishaat ki
takmeeL nahien paati
to naubat Ladaai jhgade
tak aa jaati hei.
jis se khawind aur bivee
ke izdwaazi ta'aLLuqat
buri tarha
muta'assir hote hein.
umoomi mushahidah
(common observation) hei
ke aurtein apni
zid par ad jaayein
to hat dharmi par utar
aati hein. ye agar
khush hon to khushi se
phooLe nahien samateen.
aur agar naraaz
ho jaayein to
na shukri ki inteha tak
pohanch jaati hein.
aisee surat-e-haaL mein
agar mard bhi
baat baat par naraaz
ho jaaye
to nibhaah mushkiL
ho jaata hei......ⓒσηтɪηʊε
ʀεғ : мαʀʀɪαɢε ɢʊɪdε
╔╤▣═━═━═━═━═━═━═━╕
║┇ ғʀoм
║┇ Ðʌʀѕ-ɛ-Ðɛɛη
║┇ ✍: ⓐzεεʍ ⓐнʍαd
╚╧▣═━═━═━═━═━═━═━╛r
No comments:
Post a Comment