۞✵۞
10.07.2015
◡
┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ R A M Z A N ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬44 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
SHAB-A-QADR-1
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Chunki is ummat ki umre banisbat pehli ummato ke chhoti he, isliye Allah ta'ala ne apne fazal o karam se ek Raat muqarrar farmadi he jisme ibaadat karne ka sawab ek hazaar ( 1000 ) mahine ki ibaadat se bhi zyada he,
★ Lekin is Raat ko poshida rakha taki log iski talaash me koshish kare aur sawab be hisaab paye,
★ Ramzan ke Aakhri ashre ki taaq raato me Shabe qadr hone ka zyada ahatmal he,
⇨ Yani 21, 23, 25, 27, 29 vi shab me,,, 27 aur 29 vi shab ka Shabe qadr hona sabse zyada muhatmil he,
⚀•RєԲ:➻┐
Fiqhul Ibadaat,342
🔜 45,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸
━─━─━─━─━─━─━─ ◳ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺
◐═══◐═══◐═══◐═══◐
۞✵۞ ۞✵۞
22.06.2015
◡
┯━══◑━═━┉─○─┉━◐══┯
ﺑِﺴْـــــــﻢِﷲِﺍﻟﺮَّﺣْﻤَﻦِﺍلرَّﺣِﻴﻢ
┷━══◐━═━┉─○─┉━◑══┷
۞ R A M Z A N ۞
✰══❖═══▩ஜ۩۞۩ஜ▩═══❖══✰
⚄ PART↬45 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
SHAB-A-QADR-2
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Hazrat Aayesha Raziyallahu Anha se rivayat he k Rasulullah Sallallahu Alaihivasallam Ramzan ke Aakhri Ashre me ibaadat vagera me mujahida karte the aur wo mashaqqat uthate the Jo doosre Dino me nahi karte the,
Sahih Muslim,
★in Raato me bahut mehnat, tavajjoh aur ikhlaas se ibaadat, tauba v astagfaar aur Duao'n me mashgool rehna chahiye,
⇨ Agar tamaam Raat jaagne ki taaqat na ho to jis qadar ho sake jaagne aur nifl Namazo, Tilawat Quran ya Zikr v Tasbeeh me mashgool rahe aur kuchh na ho sake to ishaa aur Fajar ki Namaz jama'at se Ada karne ka ahatmam kare,
★ Hadees Shareef me aaya he k ishaa aur Fajar ki Namaz ko jama'at se padhna Raat bhar jaagne ke hukm me he,
⇨ In Raato ko sirf Jalso aur Taqreero me sarf karke so Jana badi mehroomi he, Taqreere har Raat ho sakti he lekin ibaadat ka ye waqt fir haath nahi aayega,
⚀•RєԲ:➻┐
Fiqhul Ibadaat, 342
🔜 46 ,NEXT ,in sha Allah, ◰ ◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

⚄ PART↬46 ⚄
◉••◯••◉✧◉••◯••◉
RAMZAN KI AAKHRI RAAT
•┄─━━━━━━▣▣▣━━━━━━─┄•
★ Ramdhan me Tauba astagfaar kasrat se kare khaas tor per" Lailatul Jayza " yani akhri RamZan ki raat,
⇨ Eid ki tayyariyo aur fizool kaamo ke bajaye ibaadat me guzaro, iski badi fazilate warid hui hai,
★Eid ul fitar ki shab me ibaadat karna mustahab he, Jesa k Hadees paak me guzra he k Huzoore Akram Sallallahu Alaihivasallam ne farmaya,
" Ramdhan ke mutallaik meri ummat ko khaas tor per 5 cheeze di gayi hai, Jo pehli ummato ko nahi mili - jinme ek ye he k Ramzan ki Akhri raat me Rozadaro ki magfirat kar di jati he,
Sahaba ikram Raziyallahu Anhum ne arz kiya,
" kya ye Shabe Magfirat Shabe Qadar hi to nahi,?"
Aap Sallallahu Alaihivasallam ne irshad farmaya,
" nahi! balki dastoor ye he k mazdoor ka kaam khatm hote hi uski mazdoori de di jati he,"
®Musnad Ahmad, Bayhqi
⚀•RєԲ:➻┐
Tohfa e Ramzan Mubarak, 65
●◆ Alhamdulillah Mukammal Hue ◆●◱ ◴ ◵ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸ ◹ ◺ ◶ ◷ ◸ ◹ ◺ ◸

Assalaam Walaikum... Meri aik darkhast hai keh 'Ahle Deoband' ko replace karke kuchh aur likhde jisme ummat me jord paida hosake. Jazak Allah ������
ReplyDeleteWalaikum assaLaam, warahmatullahi wabarakatuh bhai aaj kaL net par haqq ko pehchaanna bahut mushkiL hai ye sirf pechaan ke liye likha hai take kisi ko dikkat na ho
ReplyDeleteyour post is best but I believe this is best book to understand to Ramzan.
ReplyDeleteBarkat-e-ramzan