❉⚪❉⚪❉⚪❉⚪❉⚪❉⚪
Bismihi Ta'aaLa
✫✫✫✫✫✫✫✫✫
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
WAALIDAIN KE SAATH
HUSN-E-SULOOK
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jisko Ye Pasand ho Ke ALLaah Ta'aaLa Uskii Umr Daraaz Kare Aur Uska Rizq Barhaaye, Usko Chaahye Ke Apne WaaLidain Ke Saath Husn-e-suLook Kare.
�� AnwaaruL Bayaan,
Ba-hawaaLa,
Durre Manshoor,Baihaqee.
Isse MaaLoom huwaa Ke WaaLidain Ke Saath Husn-e-suLook Karne Se Umr Daraaz hotii hai, Aur Rizq Mai Izaafah hota hai.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Ko Apne WaaLidain Ke Saath Husn-e-suLook Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
≤≥✪≤≥✪≤≥✪≤≥✪≤≥✪≤≥
ITTIBAA-E-SUNNAT
KI EHMIYYAT AUR
TAAKEED
❉≪≫❉≪≫❉≪≫❉≪≫❉≪≫❉
Hz. Anas Rz.Anhu farmate hein ke mujhse hazrat RasooLe MaqbooL SaLLaLLahu aLayhi WasaLLam ne farmaya :
Jisne meri sunnat se muhabbat ki, Yaani us par amaL kiya to usne mujhse muhabbat ki, aur jisne mujhse muhabbat ki wo jannat mai mere saath ragega.
�� Mishkaat, page-30.
Kitni badi fazeeLat hai har amra mai ittibaa-e-sunnat ki ke usse jannat mai rifaaqat rahegi, aLLaahumma waffiqna.
❉ ❉ ❉ ❉ ❉ ❉
Hz, Abu Hurairah Rz.Anhu se marvee hai ke aap SaLLaaLLahu aLayhi WasaLLam ne farmaya :
Jisne meri Sunnat ko fasaade ummat ke waqt zindah kiya, Wo 100 Shaheedon ka Sawaab paayega.
�� Mishkaat-30
MatLab ye hai ke jis Sunnat ko Log chhor chuke hon us par amaL karna aur karaana Sawaabe azeem ka baais hai.
❉≪≫❉≪≫❉≪≫❉≪≫❉≪≫❉
≤❀≥❀≤❀≥❀≤❀≥❀≤❀≥
AASAAN SADQAH
≤❀≥❀≤❀≥❀≤❀≥
RasooLuLLaah SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Tera Apne Bhai Ke Samne Muskurana Tere Liye Sadqah hei.
�� Tirmizee Shareef.
Yaani ② MusaLman aapas mei miLte Waqt Muskurate hein to Un Ki Muskurahat Sadqah Shumar hoti hei.
❀ ❀ ❀ ❀ ❀ ❀
Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLam Ne Faraya :
Narm Baat { Soft Spoken} Bhi Sadqah hei.
�� Musnade Ahmad.
Aur Ye Sadqah Wahi Shakhs Kar Sakta hei Jo Narm Mizaaj {Soft Temperament} Narm Lehzah {Soft Accent} Narm Zuban { Soft Tongue} Aur Narm DiL { Soft heart} Rakhta ho, Warna Aksar Logon Ke Chehron par Be-rukhee Aur Khushkee Ke Asaraat {Effects} Numaya hote hein,
⚪ALLaah Ta'aaLa hamein Ba-ham Khandah Peshaani {Cheerfulness} Se MiLne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, aameen.
≪❀≫≪❀≫≪❀≫≪❀≫≪❀≫
Bismihi Ta'aaLa
≤≥≤≥≤≥≤≥≤≥≤≥≤≥≤≥
≪≫≪≫≪≫≪≫≪≫
NAMAAZ SE MUTAALLIQAH ③ AAMAAL SE GUNAAHON KII MUAAFII
☆≤≥☆≤☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆
Hz. Usmaan Bin Affan Razi.Anhu Farmate Hein Ke Mane RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Se Ye Farmate Huye Suna :
Jo Shakhs KaamiL Wuzoo Karta Hai, Fir Farz Namaaz Ke Liye Jaata Hai, Aur Namaaz Jamaat Ke Saath Masjid Mai Adaa Karta Hai To ALLaah Ta'aaLa Uske Gunaahon Ko Muaaf Farma Dete Hein.
�� MusLim.
Mazkoorah Hadees Mai Namaaz Se MutaaLLiqah ③ AamaaL Se Gunaahon Ki Muaafii Ka Zikr Hai, Wo ③ AamaaL Ye Hein.
① KaamiL Wuzoo Karna
② Farz Namaaz Ke Liye ChaLkar Jaana
③ Namaaz Jamaat Ke Saath Masjid Mai Adaa Karna
⚪ ALLaah Ta'aaLa Hamei Namaaz Ba-jamaat Parhne Kii Taufeeq Ataa Farmaye, Aameen.
≪≫≪≫≪≫≪≫≪≫
BETII SE ③ NEK SULOOK KARNE WAALE SHAKHS KO ALLAAH TA'AALA JANNAT MAI DAAKHIL KARENGE
☆≤≥☆≥≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆
Hz. Ibne Abbas RaziAllah Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jiski Koi Betii Ho, Wo Use Zinda Dargor Na Kare, Usko ZaLeeL Na Kare, Aur Apne Ladkon Ko Uspar Tarjeeh Na De To ALLaah Ta'aaLa Usko Jannat Mai DakhiL Karenge.
�� Abu Dawood.
Mazkoora Hadees Mai Betii Se ③ Nek SuLook Karne WaaLe Shakhs Ko ALLaah Ta'aaLa Jannat Mai DaakhiL Karenge. Wo ③ Nek SuLook Ye Hein. ⇩
① Betii Ko Zinda Dargor Na Kare
② Betii Ko ZaLeeL Na Kare
③ Betii Ko Apne Ladkon Par Tarjeeh Na De
⚪ ALLaah Ta'aaLa Hamie Har Ek Se Husne SuLook Ka Mu'aamLa Karne Kii Taufeeq Ataa Farmaye, Aameen.
≪≫≪≫≪≫≪≫≪≫
{3} CHEEZON MAI TAAKHIR NA KARO
☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆
Hz. ALi RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Ay ALee ③ Cheezon Mai Taakhir Nahi Karna, Namaaz Mai Jab Waqt Aajaaye, Namaaze Janazah Mai Jab Haazir Ho Jaaye, Aur Be-Shauhar Aurat Ke Nikaah Mai Jab Uska HampaLLah(rishta) MiL Jaaye.
�� Tirmizee
Mazkoora Hadees Mai Un ③ Cheezon Ka Zikr Hai, Jin Mai Taakhir Karne Kii Mumane'at Hai,
① Namaaz Mai Jab Waqt Aajaaye
② Namaaze Janazah Mai Jab Haazir Ho Jaaye
③ Be-nikaahee Aurat Ke Nikaah Mai Jab Uska HampaLLah(rishta) MiL Jaaye.
⚪ ALLaah Ta'aaLa Nabawee Tareeqe Par ChaLna Hamaare Liye Aasan Farmaye, Aameen.
≪≫≪≫≪≫≪≫≪≫
{3} CHEEZON MAI SHIFAA HAI
☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆
Hz. Ibne Abbas RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
③ Cheezon Mai Shifaa Hai, Sengii Lagwaane Mai, Shahad {Hony} Peene Mai, Aag Se Daaghne Mai, Aur Mai Apnii Ummat Ko Daaghne Se Roktaa Hun.
�� Bukhaarii
Mazkoora Hadees Mai Un ③ Cheezon Ka Zikr Hai, Jin mai Shifaa Hai, Wo ③ Cheezen Ye Hein. ⇩
① Sengii Lagwaana
{kharab khoon nikal walana}.
② Shahad {Honey} Peena.
③ Aag Se Daaghna {Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Apnii Ummat Ko Daaghne Se Manaa Farmaya Hai.
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sab Ko Zaahiree Aur Baatinee Tamaam Bimariyon Se Shifaa Naseeb Farmaye, Aameen.
≪≫≪≫≪≫≪≫≪≫
{3} NEK AAMAAL
KA HUKM
☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆≤≥☆
Hz. Abu Moosa RaziAllahu tala .Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLsm Ne Irshaad Farmaya :
Bhooke Ko Khaana khiLaao, Bimaar Ki Iyaadat Karo, Aur Qaidii Ko Chhudaao.
�� Bukhaarii
Mazkoorah Hadees Mai ③ Nek AamaaL Karne Ke MutaLLiq Zikr Hai, Wo ③ AamaaL Ye Hein. ⇩
① Bhooke Ko Khaana KhiLaana
② Bimaar Ki Iyaadat Karna
③ Qaidii Ko Chhudaana
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sabko AmaL Karne Kii Taufeeq Ataa Farmaye, Aameen.
≪≫≪≫≪≫≪≫≪≫
QABRON PAR ③ CHEEZEN MANAA HEIN
☆≪≫☆≪≫☆≪≫☆≪≫☆
Hz, Jaabir RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Manaa Farmaya Qabron Ko Choona Gach {Pukhtah} Karne Se, Ya Qabron par Imaarat Banane Se, Ya Qabron Par Baithne Se.
�� Abu Dawood.
Mazkoorah Hadees Mai Qabron Par ③ Cheezen Karne Se Manaa Kiya Gaya Hai, Wo ③ Cheezen Ye Hein.⇩
① Qabron Ko Pukhtah Karne Se
② Qabron Par Tameer Karne Se
③ Qabron Par Baithne Se
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sabki Har Gunaah Se Hifaaza Farmaye, Aameen.
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
{3} NEK KAAM
KARNE KA HUKM
✺✺✺✺✺✺✺✺✺✺✺
Hz. Abu Hurairah RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Jo Shakhs ALLaah Aur Qayaamat Par Imaan Rakhtaa Ho Wo Apne Mehmaan {Guest} Kii Khaatirdarii {HospitaLity} Kare, Aur Jo Shakhs ALLaah Aur Qayaamat Par Imaan Rakhtaa Ho Wo Apne Rishtedaaron Ke Saath Achhchha SuLook Kare, Aur Jo Shakhs ALLaah Aur Qayaamat Par Imaan Rakhtaa Ho Wo Achhchhii Baat Kahe Ya Khaamosh {SiLent} Rahe.
�� Bukhaarii
Mazkoorah Hadees Mai ③ Nek Kaam Karne Ka Hukm Hai, Wo ③ Nek Kaam Ye Hein.⇩
① Mehmaan Kii Khaatirdarii {HospitaLity} Karna
② Rishtedaaron Se Achhchha SuLook Karna
③ Achhchhii Baat Kehna Ya Khaamosh {SiLent} Rehna
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sab Ko Hamesha Nek, Achhchhe Aur BhaLe Kaam Karne Kii Taufeeq Ataa Farmaye, Aameen.
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
{4} BAATEIN HUSOOLE JANNAT KA SABAB HAI ✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺

Ay Logon SaLaam Ko FeLaao, Khaana KhiLaao, SiLah Rahmee Karo Aur QayaamuL LaiL Karo, Tum SaLaamatii Ke Saath Jannat Mai DaakhiL Ho Jaaoge.
�� Ibne Maajah-1097.
Mazkoora Hadees Mai Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Un ④ Baaton Ka Hukm Farmaya Hai, Jo HusooLe Jannat Ka Sabab Hai.
① SaLaam Ko FeLaao
② Khaana KhiLaao
③ SiLah Rahmee Karo
④ QayaamuL LaiL Yaanii Raat Ko Namaaz Parho
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sab Ko Jannat WaaLe AamaaL Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
BURAA KHAWAB {DREAM} DHEKHNE PAR ③ MARTABAH THOOKNA
✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪
Hz. Qatadah RaziAllahu Tala. Anhu Se Riwaayat Hai Ke Mene RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Se Ye Farmate Huye Suna :
Nek Khawab {Dream} ALLaah
TaLa Kii Taraf Se Hai, Aur Bure KhayaLaat Shaitaan Ki Taraf Se Hein, Jab Tum Mai Se Koi Shakhs Buree Baat Dekhe To Apnii Baayiin Taraf {Left Side} ③ Martabah Thooke, Fir ALLaah Ta aaLa Kii Panaah Mange Uskii Buraai Se, To Wo Khawab Usko Nuqsaan Na Pahunchaayega.
�� Abu Daawood.
Mazkoora Hadees Mai Buraa Khawab {Dream} Dekhne Par Baayiin Taraf {Left Side} ③ Baar Thookne Ka Zikr Hai..
⚪ ALLaah Ta aaLa Shaitan Ke Makro Fareb Se Ham Sa
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
{3} BAATON KII
WASIYYAT
✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪
Hz. Abu Hurairah RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Unhon Farmaya Ke Mujhko Mere Habeeb SaLLaLLahu ALaayhi WasaLLam Ne {ⅲ} Baaton Kii Wasiyyat Farmaai :
Ke Mai Marte Dam Tak Un ③ Baaton Ko Na Chhorun, Har Maheene Ke ③ Roze Rakhna, Chaasht Kii Namaaz Parhna, Aur Witr Parhkar Sona.
�� Bukhaarii
Mazkoorah Hadees Mai {ⅲ} Baaton Kii Wasiyyat Ka Zikr Hai, Wo {ⅲ} Baaten Ye Hein.⇩
①____Har Maah ③Roze Rakhna
②____Namaze Chaasht Parhna
③____Namaze witr Parhke Sona
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sabko Mazkoora ③ Wasiyyaton Par Marte Dam Tak AmaL Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
⚪❁⚪❁⚪❁⚪❁⚪❁⚪❁⚪
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
NAMAAZ KII {3}
BUNYAADII CHEEZEIN
✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪
Hz. Abu Hurairah RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Unhon Farmaya Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Namaz Kii Kunjii {Key} Tahaarat Hai, Tahreem Uskii Takbeere ULaa Hai, Aur TahLeeL Uski SaLaam Hai.
�� Ibne Maajah.
Mazkoorah Hadees Mai Namaz Kii {ⅲ} Bunyaadii Baaton Ka Zikr Hai, Wo {ⅲ} Baaten Ye Hein.⇩
①____Namaz Kii Kunjii Tahaarat Hai {Yaanii Tahaarat Ke Baghair Namaz Saheeh Nahie Hoti}
②____Tahreem Uskii Takbeere ULaa Hai {Yaanii Takbeere Tahreemah Ke Baad Khaana, Peena, Baat Karna Aur Digar Masroofiyaat Haraam Hojaatii Hein}
③____TahLeeL Uskii SaLaam Hai {Yaanii SaLaam Ferne Ke Baad Khaana, Peena, Baat Karna Aur Digar Masroofiyaat jaaiz Hojaatii Hein}
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sabko Marte Dam Tak Sunnat Ke Mutaabiq Namaz Kii Adaaigii Kii Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
⚪❁⚪❁⚪❁⚪❁⚪❁⚪❁⚪
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
{3} SHAKHSON
SE QALAM
UTHAA LIYA GAYA HAI
✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪ ✪
Hz. ALee RaziAllahu Tala.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
{3} Shakhson Se QaLam Uthaa Liya Gaya Hai, Sone WaaLe Se Yaha Tak Ke Wo Bedaar Ho Jaaye, Bachche Se Yaha Tak Ke BaaLigh Ho Jaaye, Majnoon Se Yaha Tak Ke Use AqL Aajaaye.
�� Tirmizee.
Mazkoorah Hadees Mai ③ Shakhson Se QaLam Uthaa Liye Jaane Ka Zikr Hai, Wo ③ Shakhs Ye Hein.⇩
①❁ ❁ ❁ Sone WaaLe Se Yaha Tak Ke Wo Jaag Jaaye
②❁ ❁ ❁ Bachche Se Yaha Tak Ke Wo BaaLigh {AduLt} Ho Jaaye
③❁ ❁ ❁ Majnoon {Insane} Se Yaha Tak Ke Usme Samajh Boojh Aajaaye
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sabko Dunya Aur Aakhirat Kii Surkhrooi Naseeb Farmaye, AAmeen.
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
{3}CHEEZEIN NAJAAT DENE WAALII
{3}CHEEZEIN HALAAK KARNE WAALII
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz. Abu Hurairah Rz.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
{ⅲ}Cheezein Najaat Dene waaLii Hein, Aur {Ⅲ}Cheezein HaLaak Karne WaaLii Heine,
Najaat Dene WaaLii ③Cheezein Ye Hein :
ALLaah Ta'aaLa Se Darna KhiLwat Mai Aur JiLwat Mai,
Haq Baat Kehna Khushii Aur Na-khushii Mai,
Mayaanah Ravee {Moderation} Ikhtiyaar Karna Tangdastee {Poverty} Mai Aur MaaLdaree Mai,
HaLaak Karne WaaLi ③Cheezein Ye Hein :
Khwaahishe Nafs Kii Pairavee Karna,
Hirs {Greed} Kii Pairvee Karna,
Aadmee Ka Ghamand {Arrogant} Karna, Aur Ye Bahut Hii Sakht Hai.
�� Baihaqee.
Mazkoora Hadeeth Mai ③Najaat Dene WaaLii Aur ③HaLaak Karne WaaLii Cheezon Ka Zikr Hai,
Najaat Dene WaaLii ③Cheezein Ye Hein.⇩
① ALLaah Ta'aaLa Se Darna KhiLwat Mai Aur JiLwat Mai
② Haq Baat Kehna Khushii Aur Na-khushii Mai
③ Mayaanah Ravee {Moderation} Tangdadtee {Poverty} Mai Aur MaaLdaree Mai
HaLaak Karne WaaLii ③Cheezein Ye Hein.⇩
① Khwahishe Nafs Kii Pairvee Karna
② Hirs {Greed} Kii Pairvee Karna
③ Ghamand {Arrogant} Karna, Aur Ye Bahut Hii Sakht Hai.
⚪ ALLaah Ta'aaLa Ham Sab Ko Apnii Razaamandee Naseeb Farmaye, AAmeen.
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
{3} KE PAAS FARISHTE NAHI AATE
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz. Ammar Bin Yaasir Rz.Anhu Se Riwaayat Hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
{ⅲ}Ke Paas Farishte Nahi Aate, Kaafir Kii Laash {Dead body} Ke Paas, KhaLooq Se Lithre huye Shakhs Ke Paas, Junoobii Ke Paas Jab Tak Ke Wuzoo Na KarLe. {Agar Us waqt GhusL Karna Dushwaar ho}
�� Abu Dawood, Kitaab-ut-tarajjuL, Babun FiL KhaLooqe LirrijaaL
☆ ☆ ☆ ☆ ☆
KhaLooq Ek Qisam Ki Khusboo hotii hai, Jisme Zafraan {Saffron} Waghairah MiLa Kar Banaya Jaata hai, Aur Usme Rang {CoLor} GhaaLib hotaa hai, Jaise Ke Shaadii Waghairah Ke mauqe Par Ghair Log PeeLa Rang {YeLLow CoLor} Lagaate hai.
Mazkoora Hadees Mai Un ③Logon Ka Zikr hai, Jinke Paas Farishte Nahie Aate, Wo ③ Ye hein.⇩
① Kaafir Kii Laash Ke Paas
② KhaLooq Se Lithre huye Shakhs Ke Paas
③ Junoobii Ke Paas Yaha Tak Ke Wuzoo KarLe {Agar Us Waqt GhusL Karna Dushwaar ho.

KHAANE KI IBTIDAA
BISMILLAAH SE
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz. Anas Rz.Anhu Farmate hein Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
BismiLLaah Kaho, Aur har Ek Apne Qareeb Se Khaaye.
�� Bukhaarii-2/810.
≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥✺≤≥
Hz. 0mar Bin Abu SaLmah Rz. Farmate hein Ke Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya
BismiLLaah Kaho Aur Apnii Jaanib Se Khaao.
�� Bukhaarii-2/810.
Sirf BismiLLaah Parhna Bhi Kaafii hai, BismiLLaahirrahmaniraheem Parhna Behtar hai.
{UmdatuL Qaarii-1/28.}
⚪ ALLaah Ta'aaLa hamein har Kaam BismiLLaah Se Shuroo Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪✪
SHAITAAN {3} AADMIYON KO
ZARAR {nuqsaan} NAHI
PAHUNCHA SAKTA
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz. Saeed Bin Musayyib Rz.Anhu Farmate hein Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Shaitaan Qasd Kartaa hai {Zarar Pahunchaane Ka} ①Ya ②Par, Jab ③Aadmee hon To Unpar Qasd Nahi Kartaa.
�� Mu'atta Imaam MaaLik
Mazkoorah hadees Mai Shaitaan Ka 3 Aadmiyon Par Zarar{nuqsaan} Na Pahunchaane Ka Zikr hai.
⚪ ALLaah Ta'aaLa Shaitaan Ki Makkariyon Se ham Sab Ki hifaazat Farmaye, AAmeen.
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
QABR PAR {3}CHEEZEIN
MANAA HEIN
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz. Jaabir Rz.Anhu Se Riwaayat hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Mana'a Farmaya hai :
Ke Qabr Ko Pukhtah Kiya Jaaye, Uspar Baithaa Jaaye, Aur Uspar Koi Imaarat Banaai Jaaye.
�� MusLim, KitaabuL Janaaiz.
Mazkoorah hadees Mai Qabr Par ③Cheezon Se Mana'a Kiya Gayaa hai, Wo ③Cheezein Ye hein.⇩
① Qabron Ko Pukhtah Karne Se.
② Qabron Par Baithne Se.
③ Qabron Par Tameer Karne Se.
⚪ ALLaah Ta'aaLa hamaarii GhaLat Rusoomaat Aur Khurafaat Se hifaazat Farmaye, AAmeen.
❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
{3} QISAM KE LOGON
PAR LAANAT
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz. AbduLLaah Bin Abbaas Rz.Anhu Se Riwaayat hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Laanat Farmaai :
Un Aurton Par Jo Qabron Kii Ziyaarat Karein, Aur Un Logon Par Jo Qabron Par Masjidein Banaayein Aur Wahan Charaagh {Lamp} JaLaayein.
�� Nasaai.
Mazkoora hadees Mai ③Qisam Ke Logon par Laanat Ka Zikr hai, Wo ③Log Ye hein.⇩
①_____Qabron Ki Ziyaarat Karne WaaLii Auraton {Women} Par.
②_____Qabron Par Masjidein Banane WaaLon Par.
③_____Qabron Par Charaagh JaLaane WaaLon Par.
⚪ ALLaah Ta'aaLa har Qisam Kii Buraai Se hamaarii hifaazat Farmaaye, AAmeen.
❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
{Ⅲ} QISAM KE
KABEERAH GUNAAH
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farma :
BiLa Shubah Bahut Bare Gunaahon Mai Se ALLaah Ta'aaLa Ke Saath Shareek Theraana, WaaLidain Kii Nafarmanii Karna Aur Jhootee Qasam Khaana hai,
Koi Bhii Jhootee Qasam Ke Zariye Machhchhar Ke Par {wings} Ke Baraabar Koi Cheez {Apne MaaL Mai} ShaamiL Nahie Karta, Magar Roze Qayaamat Tak Ke Liye Uske DiL Mai Nuqtah Lagaa Diya Jaata hai.
�� Tirmizee Shareef.
Mazkoorah hadees Mai ③Kabeerah Gunaah Ka Zikr hai,
①_____ALLaah Ta'aaLa Ke Saath Kisii Ko Shareek Thehraana.
②_____WaaLidain Ki Nafarmanii Karna.
③_____Jhootee Qasam Khaana.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Kii har Qisam Ke Gunah Se hifaazat Farmaye, AAmeen.
❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
JHAGRE {Tiff} SE PARHEZ
❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀
Hz.Abu Umaamah Rz.Anhu Riwaayat Karte hein Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farma :
Mai Us Shakhs Ko Jannat Ke Kinaaron Par Ghar DiLwaane Kii Zamaanat Detaa hun..............Jo Jhagra {Tiff} Chhorde, Khaa Wo haque Par ho.
�� Tabraanii Ausat.
Jis Shakhs Ko Jannat Mai Pahunchane Kii BaLke Jannat Mai Ghar DiLwaane Ki Zamaanat Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Le Lii ho Uskii Khush Naseebii Yaqeenan QaabiLe Rashk hai.
⚪ ALLaah Ta'aaLa hammer Sab Ko Jaanaat WaaLe AamaaL Karne Kii Taufeeq At Farmaye, AAmeen.
❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁ ❀ ❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
BAD-DUAA NA KARO
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
Hz. Samurah Bin Jundub Rz.Anhu Riwaayat Karte hein Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaye :
Istarah Laanat Na Karo Ke Tujhpar ALLaah Ta'aaLa Kii Laanat ho, Aur Na Ghazabe ILaahee NaaziL hone Kii Bad-duaa Karo, Aur Na Dozakh Mai DaakhiL hone Ki Bad-duaa Karo.
�� Tirmizee Shareef.
Laanat Ek Tarah Ki Bad-duaa hai, hamaare Muaashare Mai Ise Aam Taur Par Log IstimaaL Karte Rehte hein, "WO LAANATEE HAI" "USPAR ALLAAH KI LAANAT ho" Waghairah,
Aise ALfaaz hargiz IstimaaL Na Kiye Jaaye, Bahut Sakht Gunaah hai, Hamaare Gharon Mai Auratein Apne Bachchon Par Kasrat Se Laanat MaLaamat Kartii Rehtii hein, Jo hargiz Munaasib Nahi,
Tamaam Maaon Aur Behnon Se Guzaarish hai Ke Apnii Zubaan Ko Pakeezah Rakhkhein, Aur Aise ALfaaz Jo ALLaah Ta'aaLaa Ki Naarazgii Ka Sabab hein hargiz IstimaaL Na Karein.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Ki Baaham Laanat MaLaamat Karne Se hifaazat Farmaye, AAmeen.
❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
EIMAAN MUKAMMAL KARNE
WAALE {3} AAMAAL
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
Hz. Anas Rz.Anhu Se Riwaayat hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
③Khoobiyan Jis Shakhs Mai Paayii Jaayein Uska Sawaab Aur BadLa ALLaah Ta'aaLa Ke Yahan Waajib ho Gaya Aur Uska Eimaan Bhii MukammaL ho Gaya,
①_______Achhchhe AkhLaaq Jinke Saath Logon Mai Zindagii Guzaare,
②_______Aisa Taqwaa Jo Usko Gunaahon Se Bachaa Sake,
③_______Aisii Burdbaaree, TahammuL Mijaazee Aur Sabr Jo Usko Nadaan Aadmee Ke Saath Nadaanee Se Pesh Aane Se Rok Sake.
�� KanzuL UmmaaL.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Ko Nek AamaaL Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
☆☆☆G H U S S A H ☆☆☆

Ghussah Eimaan Ko Aisa Kharaab Kar Detaa hai, Jaise ELwaa {Kadvee Cheez} Shahad {honey} Ko Kharaab Kar Detii hai.
�� Su'abuL Eimaan.
Darhaqeeqat Ghussa Aisii hii Eimaan Soz Cheez hai, Jab Aadmee Par Ghussah Sawaar hotaa hai To ALLaah Ta'aaLa Ki Muqarrar Ki huii hadon Se Wo Tajaawuz Kar Jaata hai, Aur Usse Wo Baatein Aur Wo harkatein Sarzad hotii hein Jo Uske Deen Ko Barbaad Kar Detii hein, Aur ALLaah Ta'aaLa Ki Nazar Se Giraa Detii hein.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Ko Ghussa ControL Karne Ki Taufeeq Ataa Farmaye, AAmeen.
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
☆☆LAAN TAAN KARNA☆☆
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
Hz. AbduLLaah Bin Masood Rz.Anhu Se Riwaayat hai Ke RasooLe Kareem SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Irshaad Farmaya :
Momin Laan Taan Karne WaaLa Nahi hotaa, Aur Na Fahash Go Aur Bad KaLaam hotaa hai.
�� Tirmizee Shareef.
MatLab Ye hai Ke Bad KaLaamii, Fahash Goyii, Aur Dusron Ke KhiLaaf Zabaan Daraazii Karna Eimaan Ke Munaafii hein, Aur Eimaan WaaLe Ko In Buree Cheezon Se Paak Saaf honaa Chaahye.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Ki Bad KaLaamii, Fahash Goyii Aur Zabaan Daraazii Se hifaazat Farmaye, AAmeen.
❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁≤≥❀≤≥❁
≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥✿≤≥
☆☆☆ Z U L M ☆☆☆

Jo Shakhs Kisii ZaaLim Kii Madad {heLp} Ke Liye Aur Uska Saath Dene Ke Liye ChaLa Us haaL Mai Ke Usko Is Baat Ka ILam Tha Ke Ye ZaaLim hai To Wo IsLaam Se NikaL Gayaa.
�� Baihaqee.
Jab ZaaLim Ka Saath Dena Aur ZaaLim Ko ZaaLim Jaante huye Uskii
Kisii Qisam Kii Madad Karna Itna Bada Gunaah hai Ke Aap SaLLaLLahu ALayhi WasaLLam Ne Aise Shakhs Ko IsLam Se NikaL Jaane WaaLa Qaraar Diyaa, To Samjhaa Jaasaktaa hai Ke Khud ZaaLim IsLaam Aur Eimaan Ke Kis Qadar Munaafii hai.
⚪ ALLaah Ta'aaLa ham Sab Ko ZuLm Karne Aur ZuLm Karne WaaLe Ki himaayat Karne Se hifaazat Farmaye, AAmeen.

No comments:
Post a Comment