🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻
🌻 بسم الله الرحمن الرحيم 🌻
🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻
JO MASAIL LIKHE JYEGE USKE PADHNE KA TAREEQA
↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓↓
👉agar padhne wala mard hoto in masail ko khud na padhe ya to apni biwi ki maarifat samjhay
👉ya padhne wale ko hidayat karde ke in maslo ko khud dekhlena
👉zaruri hidayat
Kam umr ke ladke ladkiya in maslo ko na padhe
🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻
ISTEHAAZA OR MA-ZOOR KE AHKAAM KA BAYAAN
🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻🌻
🌻👉istehaza ka hukm aisa hai jesa kisi ke nakseer phoote or band na ho aisi aurat namaz bhi padhe roza bhi rakhe qaza na karna chahiy or usse sohbat karna bhi darusht ho
🌻👉 jisko aisi nakseer phooti ho ke kisi tarah band nahi hoti ya koi aisa zakhm hai jo barabar behta rehta hai koi sa-at ghadi behna band nahi hota ya peshab ki bimaari hai har waqt katra aata rehta hai itna waqt nahi milta ke taharat se namaz padh sake to aise shakhsh ko mazooor kehte hain
🌻👉iska hukm ye hai ke har namaz ke waqt wazu kar liya kare jab tak wo waqt rahega tab tak uska wazu bhi baqi rahega albatta jis bimaari me mubtala hai uske siwa agar koi aisi baat ho jay jisse wazu tut jata hai to wazu jata rahega or phir se wazu karna padega
🌻👉is ki misaal aisi hai kisi ko aisi nakseer phooti hai ke kisi tarah band nahi hoti usne zohar ke waqt wazu kar liya to jab tak zohar ka waqt rahega nakseer ke khoon ki wajah se uska wazu nahi tutega allbatta agar peshab pakhana kiya ya or kisi jagah chot lagi jisse khoon nikal kar beh gaya to wazu jata raha phir dubara wazu kare or jab ye waqt chala gaya to dusri namaz ke liy dusra wazu karna chahiy isi tarah har namaz ke waqt wazu kar liya kare or us wazu se farz nafil jo chahe padhe
🌻👉agar fajar ke waqt wazu kiya to aaftaab nikalne ke baad us wazu se namaz nahi padh sakte dusra wazu karna chahiy or jab aaftaab nikalne ke baad wazu kiya to us wazu se zohar ki namaz padhna darust hai zohar ke waqt naya wazu karne ki zarurat nahi hai jab asar ka waqt aayga tab naya wazu karna padega haan agar kisi or wajah se wazu tut jay to wo or baat hai
🌻👉 kisi ko aisa zakhm tha ke jo har dam baha karta tha usne wazu kiya phir dusra zakhm peda ho gaya or behne laga to wazu tut gaya phir se wazu kare
🌻👉aadmi mazoor jab banta hai or ye hum us waqt lagate hain ke poora ek waqt isi tarah guzar jay ke khoon barabar baha kare or itna bhi waqt na mile ke us waqt ki namaz taharat se padh sake albatta agar itna waqt mil gaya ke isme taharat se namaz padh sakte hain to usko mazoor nahi kahege or jo humk abhi bayan hua hai us par nahi lagayge
🌻👉albatta jab poora ek waqt isi tarah guzar gaya ke usko taharat se namaz padhne ka moqa nahi mila to ye mazoor ho gaya ab iska wahi huk hai ke har waqt me naya wazu kar liya kare phir jab dusra waqt aay to isme har waqt khoon ka behna shart nahi hai balke waqt bhar me agar ek dafa bhi khoon aajaya kare or sare waqt band rahe to bhi mazoori baqi rahegi haan agar uske baad ek poora waqt aisa guzar jay jisme khoon bilkul na aay to ab mazoor nahi raha ab iska hukm ye hai ke jitni baar khoon niklega wazu tut jayga
🌻👉zohar ka waqt kuch ho liya tha phir zakham waghera se khoon behna shuru hua to akhir waqt tak intezaar kare agar band ho jay to khair nahi to wazu kar ke namaz padhle
🌻👉 phir asar ke poore waqt me isi tarah behta raha ke namaz padhne ki muhlat nahi mili to ab asar ka waqt ghuzar ne ke baad mazoor hone ka hukm lagayge or agar asar ke andar andar hi band ho gaya to wo mazoor nahi hai jo namaze itne waqt me padhi hain wo darust nahi hui phir se padhe
🌻👉aise mazoor ne peshab ya pakhana ki wajah se wazu kiya tha us waqt khoon band tha jab wazu kar chuke tab khoon aaya to is khoon nikalne se wazu tut jayga aLbatta jo wazu nakseer ki sabab se kiya hai khas wo wazu nakseer ki wajah se nahi tuta
🌻👉agar khoon kapde waghera me lag jay to dekho agar aisa ho ke namaz khatm karne se pehle hi lag jayga to iska dhona wajib nahi hai or agar ye maloom ho ke itni jaldi nahi lagega balke namaz taharat se ada ho jaygi to dho dalna wajib hai agar ek rupe se badh jay to be dhoy huy namaz ho jaygi
🔘👉istehaza or mazoor ka bayan poora hua mashaallah
inshaallah kal nifaas ke bare me likha jayga
🌻👉jo shadi shuda hain wo sab in maslo ko apni biwi tak pohchay or jitni lakiya female aurte hain sab maslo ko ghor se padhe or amal kare allah ta'ala ham sab ko sahi samjh or sahi raste par chalki tofeeq ata farmay Ameen
📙Behashti zewar
Dusra hissa p -126-127
💦💦💦💦💦💦💦💦💦💦
👇Join👇
Ulama e deoband
Group
Male and female
+ 91 - 7037363325
Plz forward to all Muslim

No comments:
Post a Comment