Jis Qadar ho Saka jis Qadar kar saka Qoum ko Raahe Haqq ki batata Raha Hukme Ya Rab Sunana mera kaam hai diL ki duniya badaLna Tera kaam hai

Breaking

Monday, December 14, 2015

Jamaat Ke Buniyadi Usool ,Mashwara,Taleem

★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
    ◈ Jama’at Ke Buniyadi Usool ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 01 ▣

              ⇨ Ijtimaai Kaam  ,

★ 1- Safar ,

★ 2- Mashwara ,

★ 3- Taleem ,

★ 4- Khana,

★ 5- Gasht ,

★ ,6- Bayaan ,

★ 7- Namaz ,

★ 8- Sona,

⇨ in tamaam umooro me Jama’at ke tamaam saathi saath ho,

Admin ki Diary,

↬ Text: -2  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
    ◈ Jama’at Ke Buniyadi Usool ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 02 ▣

⇨ 4 kaamo me  Waqt zyada lage, ,

★ 1- Dawat ilallaah,

★ 2- Taleem aur Ta’allum,

★ 3- Zikr o ibadaat,

★ 4- Namaz,

⇨ 4 Kaamo me Waqt Kam lage,

★ 1- Khana Pina,

★ 2- Peshab Pakhana,

★ 3-  Sona,

★ 4 – Digar Zaruriyaat,

Admin ki Diary,

↬ Text: -3  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

   

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
    ◈ Jama’at Ke Buniyadi Usool ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 03 ▣

⇨ 4 kaamo se Parhez kare,

★ 1- Dil ka Sawaal ,

★ 2- Zabaan ka Sawaal ,

★ 3- Fizool Kharchi ,

★ 4- Bina ijazat kisi ki cheez ka istemal nahi kare aur ijazat ke baad bhi uska istemal sahi ho ,

⇨ 4  Khidmat Karni he ,

★ 1- Apni Khidmat ,

★ 2- Saathiyo ki Khidmat,

★ 3-  Ameer ki Khidmat,

★ 4 – Basti walo ki Khidmat,

Admin ki Diary,

↬ Alhamdulillah Mukammal Hue ,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 01▣

⇨ Mashwara Kya He, 1-5,

★ 1- Mashwara Allah ka Hukm he,

★ 2- Allah ka Pasandida Amal he,

★ 3- Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ki Sunnat he,

★ 4- Sahaba ikraam Rizwanullahi Azmaien ka Amal he,

★ 5- Hamari Zarurat He,

Admin ki Diary,

↬ Text: -2  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband
    

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 02 ▣

⇨ Mashwara Kya He, 6-10

★ 6 – Mashwara Dilo ka Jod he,

★ 7 – Laan Taan se Bachne ka Zariya he,

★ 8 – Mashwara Maanne ka naam he,

⇨ Mashware me bethe to maanne ki niyat se bethe, manwane ki niyat se na bethe,

★ 9 – Mashwara Wahi ilaahi ka Badal he,

★ 10 – Mashware me Allah ki Khair Nazil hoti he,

Admin ki Diary,

↬ Text: -3  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 03 ▣

⇨ Mashwara Kya He, 11-15

★ 11- Mashwara sabhi kaamo ka Hal he,

★ 12- Mashwara ijtimayi Amal he,

★ 13- Teen Fikro ka naam Mashwara he, ( Agar Jama’at me Nikle hue ho )

•Jis Tarah hum Allah ke Raaste me nikal kar aaye, Yaha se bhi Allah ke Raaste  me Log nikle,

★ 14- Doosri Fikr Sabhi saathiyo ki 24 ghante ki tarbiyat kese ho, iski tarteeb,

★1 5- Teesri Fikr, Masjidwar jama’at banaye. agar pehle se bani he aur mazboot ho to usse kaam sikhna, agar kamzor he to usko  mazboot banane ki fikr karna,

Admin ki Diary,

↬ Text: -4  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 04 ▣

⇨ Mashwara Ke Adaab, 1-5

★ 1- Ba-Vaju bethe,

★ 2- Ba- Adab Bethe,

★ 3- Fikro ke saath Bethe,

★ 4- Mashware ka ek Amir chuna jaye,

★ 5- Mashwara Deen o Duniya me bhi karna chahiye,

Admin ki Diary,

↬ Text: -5  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 05 ▣

⇨ Mashwara Ke Adaab , 6-10

★ 6- Madhwara ghar per bhi karna chahiye, Aurto’n aur Bachcho ko Amir na banaye, lekin unki Raay li jaye,

★ 7- Sidhe haath ki janib jo saathi betha ho, us taraf se Raay lena shuru kiya jaye,

★ 8- Maahware me ool julool Raay na de,

★ 9- Mashware me pehle Sabhi saathiyo ki Raay alag ho sakti he lekin Mashwara ho jane ke baad sab ek Raay ho,

★ 10- Mashware me apne nafs ke khilaf Raay ho to bhi maane,

Admin ki Diary,

↬ Text: -6  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 06 ▣

⇨ Mashwara Ke Adaab, 11-15

★ 11- Mashware me khidmat ki line se apne aapko pesh kare,

★ 12- Mashware me Raay ho Hukm na ho,

★ 13- Soch Samajhkar Raay de,

★ 14- Apni Raay ko dabaye nahi,

★ 15- Apni Raay ko Amanat samajhkar pesh kare

Admin ki Diary,

↬ Text: -7  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 07 ▣

⇨ Mashwara Ke Adaab , 16-20

★ 16- Amir ke ouper Allah ka haath hota he,

★ 17- Deen ka nafa samajhkar Raay de,

★ 18- Amir kasrate Raay aur Killate Raay ka mohtaaj nahi,

★ 19- Mashware me apni Raay maan li jaye to Astagfaar kare,

★ 20- Agar apni Raay nahi maani jaye to Allahumma Khair kahe,

Admin ki Diary,

↬ Text: -8  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband 

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ Mashwara ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 08 ▣

⇨ Mashwara Kya He, 21-24

★ 21- Saathiyo ki Raay pasand nahi aaye to bhi  usko Kaate nahi, balki yu  kahe ,

“Masha Allah Bhai ne Raay to badi achchhi di he, isme meri Raay ye he…….., ”

★ 22- Amir Jab koi umoor Tay kare to Sabhi saathi Allah ki Taraf mutavajjah ho jaye,

★23- Mashware me jo umoor tay ho jaye us per jamne ki koshish kare, Jamne per Allah ki Madad he,

★ 24- Mashwara isliye kiya jata he k hamara 24 ghante ka nizaam qaabu me kese aaye,

★ 25- Mashware se pehle mashwara karna Chaal he, aur Mashware ke baad Mashwara karna Bagawat he,

Admin ki Diary,

↬ Alhamdulillahh ,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband     

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈  TALEEM. ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 01 ▣

⇨ 1- Taleem kyu karayi jati he ,?

★ Taleem isliye karayi jati he k hamara Dil Asar lene wala ban jaye,

★ Hamara Dil Asar lene wala tab banega jab Allah ka Kalaam padha jata he aur Huzoor Akram Sallallahu Alaihivasallam ki Hadees Mubarak padhi jati he,

★ Allah ke  Kalaam me Allah ka noor hota he, Aur Hadeeso me Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ka noor he,

★ Jab ye Noorani baate sunenge to Yaqeenan hamara Dil Asar lene wala ban jayega,

Admin ki Diary,

↬ Text: -2  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband   

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
              .   ◈ TALEEM ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 02 ▣

★ 2 – Taleem Masjide Nabvi ka Amal he,

★ 3 – Allah ke Kalaam aur Nabi Kareem Sallallahu Alaihivasallam ki Hadees Mubarak ki Azmat hamare Dil me ho, Ye kalaam Allah ka he aur Sahibe kalaam Hamare Nabi Sallallahu Alaihivasallam ka kalaam he,

★ 4- Ilm aur Amal me Jod paida karne ke liye Taleem he,

★ Ilm aur Amal me jod kese paida ho?

⇨ Jab Fazail ke halko me bethkar Fazail ko sunenge to ilm aur Amal me jod paida hoga,

Admin ki Diary,

↬ Text: -3  in sha Allah ta’ala,

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★
★☆★

✦вɪѕмɪʟʟααнɪʀʀαнмαռɪʀʀαнєєм
▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔▔
              ︽︽︽︽︽︽︽︽︽︽
                ◈ TALEEM ◈
              ︾︾︾︾︾︾︾︾︾︾
                  ▣ PART – 03 ▣

            ⇨ Taleem ke Adaab,

★ 1- Ba-vaju Bethe,

★ 2- Ba-adab Bethe,

★ 3- Sunne ki niyat se Bethe,

★ 4- Sunkar Amal ki niyat se Bethe,

★ 5- Doosro tak pahunchane ki niyat se Sune,

★ 6 -Taleem me hamara dhyan kitaab ki taraf ya Padhne wale ki taraf ho,

★ 7- Taleem ke teen hisse he’n,

•1- Kitaabi Taleem ( Fazaile Amaal v Muntakhab Ahadees ) 50 minutes,

•2- Sikhna Sikhaana 50 minutes,

•3- Muzakra ( 6 Sifaat ) 50 minutes,

Admin ki Diary,

↬ Alhamdulillah Mukammal

        ◎ Talibe Dua,
       ⊙ Ahle deoband

★☆★

No comments:

Post a Comment