╭─━━━━━━──•┉┉•──━━━━━─╮
вiѕмiʟʟaнiʀʀaнмaniʀʀaнeeм
╰─━━━━━━──•┉┉•──━━━━━─╯
┏──━━━━━━•━━━━━ ━━━━━━━──╯
┗➝JUMA MUBARAK KEHNA
KESA HAI
❥➝ KYA JUMAH MUBARAK KAHNA BIDDAT HAI
❥➝ JAB YEH SAWAAL ULMA SE KIYA GAYA TO UNHONE YEH JAWAB DIA
❥➝ MAULANA IBRAHIM ALYANI SAHAB NE KAHA
❥➝ G nahi kehna chahiye Aage bidat hojayegi is ka subut hamare nabi se nahi na sahaba se he na tabeen se
❥➝ MUFTI REYAZUDDIN QASMI SAHAB NE KAHA
❥➝G Bidat hai Kuch log kehte hen Ke Hadees mein Jume ko momin ki eid kaha gaya He Beshak . . Bilkul Lekin Ye Eid Huzur .shaba Akabireen e ummat ke zamane mein bhi to ayi hogi To Unho ne kabhi Aesi mubarak bad di Na To Phir Aaj Ki Ummat . Kiyun . Age Badhna chahti he Apne nabi se Ghor Karen Or apne Ap ko badlen wallahu alam Bissawab
❥➝ Kuch log Jume ki fazilat ko Daleel banakar juma mubarak kehte .hen To Fazilat to . Wuzu ki bhi . Bohat hai To . Kaha jaye . Wuzu mubarak . . Namaz ki bhi badi fazilat hai kaha jaye namaz mubarak Or bhi . Ibadat hen . To . Unki bhi mubarak bad di jaye to ummat mubarak bad hi deti rahegi
❥➝ MUFTI SHAHID MAZAHIRI SAHAB NE KAHA
❥➝ mubaarakbaad dena,,, eid k baare main bhi bahut se Ulamaa ne bidat likha h, fatawa shaami main, bahas karne ke baad likha h, eid mubaarak kehna jaaiz h isi tarah juma mubarak kehna iska suboot ahde nabavi main nahi milta,magar koi isko zaroori na samjhe,,,,,, kabi kabi kisi ko kehde to ginjaaish h magar jis tarah se log is ko bahut Rivaaj derahe hain ek massage aaya mujhe,,, Facebook pe arfa mubaarak main hairaan Rahgaya,,,, k log bila vajah ,waqt barbaad karte hain aise halaat main juma mubaarak, arfa mubaarak Bidat ke Daayre main Aajaayega isse parhez karna behtar h,,, wallahu aalamu bissawaab
┄─━═════▤▤═════━─┄
╭─━━━━━──•┉•──━━━━━─╮
┣━━────Join───•
┣━━─Ahle deoband group
┣━━─91- 7037363325
╰─━━━━━──•┉•──━━━━━─╯
❥ ❥ ❥
╭─━━━━━━──•┉┉•──━━━━━─╮
вiѕмiʟʟaнiʀʀaнмaniʀʀaнeeм
╰─━━━━━━──•┉┉•──━━━━━─╯
┏──━━━━━━•━━━━━ ━━━━━━━──╯
┗➝JUMA MUBARAK KEHNA
KESA HAI
❥➝JUMA MUBARAK KA HUKM
❥➝jumaa mubarak kehna kaisa hai?
❥➝ 1 Mustahab
❥➝ 2 Sunnat
❥➝ 3 Bid`at
❥➝ 4 Sunnat ya deen samajh kar na kaha jaye to mubah yaani jaiz hai
❥➝ 5 Bachna behtar hai
❥➝ jawab jumaa ka din ba barkat hai us barkat ke izhar ke liye ya bataure dua musalmano ka baham ek dusre ko juma mubarak kehna ya is (ka sms bhejna) fee nafsihee- bazahir jaiz to hai magar mustaqil- khastor par juma ke din ka sharee juzv-hissa aur Rasm banalene ki galti na ho jaye (an to whatsapp par baz logon ne Rasam bana Lee hai) isliye baaz ahle ilm ne mana kiya hai.
❥➝ faqt wallahu aalam (darul ifta jamiaa uloomi islamiyah binnoree tawun karanchi ka fatwa tasheel-alfaz ko asan karne ke sath)
❥➝ Usool (1) kisi kaam ke bare me sunnat aur bidat hone me shak ho to us se bhi chhord dena behtar hai to jis kaam ke bare me bidat aur mubah-jaiz hone me shak ho aur Rasm ban jane ka khatra ho us ko to ba tareeqe awlaa chhord dena chahiye.
❥➝ Usool (2) Balke jis kaam me nafa ho lekin nuqsan ka bhi khatra ho to shareeat ne nafa hasil karne ke muqabale me nuqsaan se bachne ko behtar kaha hai (rasmul mufti) Ye do usool ikhtiyar kar liye jaye to tamam aise kam Jis ke bidat aur jaiz hone me ikhtilaf hai ummat ko un shak wale kamo se najat mil jaye.
❥➝ baaz mamalik me jumaa ka din pata nahi chalta to us ki yaad dahani ke liye jumaa mubarak kehte hai un ko bhi chahiye yaad dahani ke liye juma mubarak kehne ke bajaye jumaa ki kisi sunnat ki dawat di jaye to ye maqsad bhi hasil ho jayega.
❥➝ masalan aaj juma hai masjid jald pahonchne ki sunat ham ada kare wagairah.
(makhooz az fatawa raheemiyah 2/187)
❥➝ IMRAN ISMAIL MEMON USTAZE DARUL ULOOM RAMPURA SURAT GUJRAT INDIA
╭─━━━━━──•┉•──━━━━━─╮
┣━━────Join───•
┣━━─Ahle deoband group
┣━━─91- 7037363325
╰─━━━━━──•┉•──━━━━━─╯
❥ ❥ ❥
जी हाँ .. जुम्मा मुबारक बोलना बिदत यानी की नया काम है लेकिन यह गलत नहीं है… जेसे की मस्जिद में मीनारे बनवाना, लाउड स्पीकर में अज़ान देना, ये सब भी नए काम यानी की बिदत हैं लेकिन गलत नहीं है..दरअसल बिदत दो तरह की होती है एक बिदत जो इस्लाम की तालीम के खिलाफ होती है एसी बिदत से गुनाह होता है . दूसरी बिदत जो इस्लाम, कुरान और हदीस ए पाक के खिलाफ नहीं है उसे करने की इजाज़त है उससे कुछ गुनाह नहीं होता….कुछ बिदत तो बहुत ज़रूरी है जैसे की कुरान ए पाक में ज़ेर और ज़बर आदि मत्राए लगाना … जुम्मा मुबारक बोलने के कई फायदे भी हैं आपस में मोहब्बत बढती है, मुबारक मेसेज के साथ कोई हदीस इ पाक या अच्छी बात शेयर की जाती है. इस पेज से हजारों खुबसूरत जुम्मा मुबारक इमेजेज डाउनलोड कर सकते हैं
ReplyDeletehttps://netinhindi.com/1000-best-jumma-mubarak-images/
1000+ Jumma Mubarak image
ReplyDelete